Kal lrl mein jab woh sceen dikha rahatha na ki nair alekh ko torture kar raha hai mere samne jo cusion tha main woh pharne wali thi. Thank God sahi time pe mummy aagayi varna woh cusion to 😕 😕 😕Aur mummy mujhe mar hi dalti 🤢 🤢 🤢 aur uske baad jab yudi & alekh ka sceen aya mummy ne sare cusion hata die the wahase aur kaha hai agli bar se jab lrl dekhungi to pahele se sare cusion hata dene ke liye.😆 😆 😆aur ladkion ke brain wapas ane lagi hai.👏 👏 👏bechara alekh😭 😭😭 😭nair ko to main chodungi nahi😡 😡 😡 😡 😡
luv
Diya