hooda and abhimanyu hamesha naina k saath sirf pyaar kanne ka natak karte hai
dono ne kabhi navin ki maut ke raaz ko kbhi janne ki koshish nahin ki.
only raj jo hamesha navin k baare main sochta hai. raj hi hai jo naina ko saccha pyaar karta hai
aur jo hamesha use logo se bacahte aaya hai pyaar main sirf paana hi nahin hota.
raj ne sirf naina ko diya hai kbhi kuch liya nahin hai .
naina sirf raj ko hi milni chahiye .