I have written one play I hope u like it .Lrl cast in modern ramayan
Hay guys chill here cap.rajveer is ravan but believe me he is real hero in this play. just read the play……..
If I hurt your feelings than i am sorry
Interoduction
Huda-ram
Ali-Lax man
naina-Sita
pooja-radha
cap.rajveer-ravan
yudi-hanuman
aalekh-samay
dasrath_-suriji
janak-sita's (naina's)father
play name is ram anari baaki sub khiladi………
aalekh(samay)—ab dekho yeh samay ki bilhari kya samay hai? Ram aur laxman jawan ho chukehai aur apni jawavni dekhta hua dono ne college jana suru kar diya hai
huda (ram) __radha ki chedati karta hai
pooja (radha)__give a slap to ram😆 arre ram tu sorry muje laga koi mavali hoga arre yeh kaun hai
huda (ram)__are yeh to mera chotabhai hai re
ali(lax)__hi iam laxmanprashad dasrathprasahad ayodyavala
pooja(radha)__ hi I am radha krishanchand dwarkadas arre ram tume patta hai kay kal tumhari vali ka swayambar hai
huda (ram)__ swayambar?
ali&pooja _(l&ra)_are ye swayambar nahi jaanta😆 😆
huda (ram)__main to majak kar raha tha chalo to phir kal milta hai
aalekh (samay)__ab tumhe lay chalta hu janak ke darbar main
sitamaya ki swayambar ki aur
janak(naina dad)__ha to suno meri prajajano,main janak yeh annouce karta hu ki aaj meri beti sita ka swayambar hai,aur josab se acha naach karega,who meri beti sita ka husband hoga to phir naach suru kia jai
pooja(radha)___to phale aa raha hai ram &lax ke dady dasrathprashad
dasrath (suriji)____dance kiya aur chale gayeaa
pooja(radha)__2nd qualifier is lax dasrathprasahad ayodyavala
ali(lax)___dance kiya aur chale gaya
pooja(radha)___ab aa raha hai villano ka villan ravan
ravan(cap.raj)---song is…. mera dil gai oye kamo keeddhar main dakhu us ko idhar udhar (from the film ziddi)
pooja(radha)__ab aa raha hai ram urf romiyo
pooja(radha)__sita score kya hua?
Nina (sita)__& the winner is Juliet ka romiyo yani sita ka ram
Aalekh(samay)___to chalo vapas lote aate hai ayodyanagri par main yeh kya dekh raha hu ?yaha to dasrath aur bharat dono angrey! hai par kyo? Chalo dekhta hai!
Ali (lax)__dady vo dekho bhai bhabhi ko lakare aa rahe hai
Dasrath(suriji)____to main kya karu ?
huda (ram)__pitaji ashirwad do humain
Dasrath(suriji)___beta dali(branch) ,dali, dali pa nazar dali, main bhi dali ,tune bhi dali magar jis dali par maine nazar dali, us dali ko tune kate dali….. is liye get lost from here
huda (ram)__ok ti come on sita let's go from here
aalekh(samay)__to chalo ar ab jate hai ram aur sita ke naiye flat main
Nina (sita)__darling I am hungry vadapav laker aaona
Huda(ram)__ok main laxman ko lakar jata hu aur hum dono vadapav lakar aate hai
Ali (lax)__ bhaiya bhabhi ko aakela matt chodo bhabhi chalu hai
huda (ram)__abe lax tu chal & he gave one slap to lax😆
Nina (sita)__chalo ravan ko call karti hu ,hello ravan,oh mydear don't be fear ,come near,they both are not here
cap.raj(ravan)__jani na talwar ki dhaar se aue na goliyo ki bocharse yeh banda daarta hai to sirf pawanputra hanuman se
niana(sita)__darling muje gumane kaha lekar jaoge
cap.raj(ravan)__are gumane to chodo main tumain bhagakar hi le jatta hu!
niana(sita)__par kaha?
Aalekh(samay)__ha to bhai aur baheino abhi aapne dekha ravan aur sita ka affair to chalo ab khata hai garam garam vada pav!
Huda(ram)__darling sita tum kaha hi !main tumhare liye vada pav laya aree lax tumahari bhabhi kaha chali gai?
Yudi(hanu)___ jay shri ram …aree rambhai rambhai ravan aur sita saath main chale gaya
Huda(ram)__par kidhar?
Yudi(hanu) __ at ambala in kma😆 😆
Ali (lax)__ bhola tha na bhabhi chalu hai & huda gave one slap to lax😆 😆
Pooja (radha)__call dial karti hu ram ko how is your merriage life is going on?
huda (ram)__maat pucho radha sita to bhag gayi
Pooja (radha) ___kya sita bhag gai?
Huda (ram)__ha radha kya tum muje sahara do ge kya? Pooja say yes huda say's ok
Ali (lax)__abe hanuman jake bhabhi ko bole de aati hai to aaye varna radha ready hai
Yudi(hanu)__jay shri ram are rambhai rambhai main waha dekha dono saath main hai kma main
Aalekh(samay)__abhi aap ne dekha cap.rajveer (ravan) ka signal naina (sita)se mile gaya hai to dekh te hai huda( ram) ka kya haal hota hai .just check it out
Huda(ram)__ meri radha tum aa gai
Pooja(radha)__ barso se jo tammna thi,
Aaj pura hoga vo arman!
Chalo hug karte hai,🤗
Aao mere bhaijan😆 😆 😆 😆
Huda (ram) ___ aare radha yeh kya majak hai bhai kise bole rahi hai he
Pooja(radha)__ aree lallu is duniya main tere siway hai hi kaun jise main apna bhai manu
Huda (ram)__oh no
Ali(lax)__are radha aa gayi tuh
Pooja(radha)__ Hi lucky!
Ali(lax)___abe lallu hut &ali give one slap to huda😆
Huda(ram)__ lax tune ye kya kar daala?
Ali(lax)___honewali bhabhi ko wife bana daala
Huda (ram)__which means?
Ali(lax)__bhiya…. dali (branch),dali, dali pa nazar dali ,main bhi dali ,tune bhi dali, magar jis dali par tumne nazar dali, us dali ko maine kate dali ! 😆 😆
Huda(ram)___nahiiiii…… humain to aapno ne luta ,garo main kaha dum tha radha ne latkaya to kab , jab sita ka gum tha!😆
Janak(naina's father)____to phir antim naach suru kiya jai
Niana- rajveer &ali –pooja dancing on ..aakhiya tu mila na raja aa hai din bahar ke aakhiya tu chura na raja jaiye na din ye pyaar ke…( song from the film ishq)
Then they both live happily ever after👏
The end
This my first attempt for writing a such a big play.I hope u like my play if u don't like than I am sorry for wasted yours 10 minutes .
play name is ram anari baaki sub khiladi is suitable 4 huda ya he is anari😡 bcoz in lrl he takes tips from cap .rajveer that how to impress naina?
Guys plzzz do comments whether u like it or not ?