Originally posted by: S a r a h
yeh anyaya hai baalikey, vijayi sadasya ko party dii jati hai, unse party lii nahi jaati 😳
yeh party na dene ka ek bahut hi purana bahana hai jo ke nahin chalega😛.
sarah aap sabhi swaran sadasaye vijayta party ka thikana aur samaye pakka karo hum padhar rahe hain uphar ke saath😉