I would have been most disappointed if they had turned Baaji negative and also messed up DSP's characters with deceit or lack of respect for women.
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 7th Dec 2025 - Season Finale
ABHIR KA BABY 7.12
TINGA IS OUT 6.12
Pregnancy ka raaz.
Bigg Boss 19 Finale Updates
CID episode 101 - Episode Discussion
Sanjay Gupta exposed Deepika and Ranveer’s unreasonable demands
GK kya karega ? GK tropy le gaya - 🏆
Baby gender prediction poll ✨ + names discussion
Dhurandhar Continues With Inflated Numbers - BOI
Seher Hone Ko Hai Chat club thread #1
FAMILY vs BHAI 8.12
Agastya Nanda vs. Ahaan Pandey (eye candy)
CID Episode 102 - 7th December
Gaurav Khanna Wins BB 19
Jitesh Pillai openly disses the ‘sore loser’ Ranveer on Instagram
Santa’s Missing Words! 🎅🏻✨ - Sign Ups Open
oye afzal kiya baat kartay ho, tum aur isharay nahin samajhtay... unbelievable!
oye afzal kiya baat kartay ho, tum aur isharay nahin samajhtay... unbelievable!
chalo Ali ke baday honay se phelay seekh lena warna... aaj kal bacchay bohat tez hotay hain!😆 pata chala... nahin rehnay do khud bohat sammjhdar ho tum.
nahin ji aisi baat nahin hai baat kartay hain au itni direct kartay hain k sochna padta hai k baat humaray baray main hai ya unki. mujhay toh confusion ho jaati hai, aur bhai sahib gussa kyon ho rahay ho was only joking.kunu tahera jo doosri countrys main hote ya rehate hai un ko direct baat karin nahi aate😕😕 😡😡😡 tum ko ye laga ta hai ke woh sare chakkr baaz aur ishaaray baaz hote hain ??????
aur main ne tum ko apni teacher bane ko kah tha tum toh kuch aur he ban ge ho😡😡😡 MUJHE JAWAB DO
Originally posted by: tahera57
nahin ji aisi baat nahin hai baat kartay hain au itni direct kartay hain k sochna padta hai k baat humaray baray main hai ya unki. mujhay toh confusion ho jaati hai, aur bhai sahib gussa kyon ho rahay ho was only joking.
aur last line ka matlab nahin samajh main aaya main aur kiya ban gayee. tum meray afzal puttar ho naraaz kyon ho rahay ho aur agar kuch mind kiya toh very sorry, maaf karo sorry again.
issay pehlay k tumko kuch aur bura lagay ek baat clear karni hai mera Pakistan hai , I love my country and soon main wahin ja k rahoongi, so mera aisa koi matlab nahin tha k main Pakistan k liyay bura kahoon ya even sochoon mera bas chalta toh maen kabhi yahan wapis nahin aati, tumnay kaha k 3 yrs se aisa hai toh I was only joking as to refresh your brain ok no offence.ik gal das mainu tum ko kesne kah ke pakistan jane see hosh thikanay aa jate hai ???
Originally posted by: tahera57
issay pehlay k tumko kuch aur bura lagay ek baat clear karni hai mera Pakistan hai , I love my country and soon main wahin ja k rahoongi, so mera aisa koi matlab nahin tha k main Pakistan k liyay bura kahoon ya even sochoon mera bas chalta toh maen kabhi yahan wapis nahin aati, tumnay kaha k 3 yrs se aisa hai toh I was only joking as to refresh your brain ok no offence.
forget it main sau baar iss mulk ko bura keh sakti hoon lekin Pakistan ko nahin, meray ghar wale mujhay insist karkay wapis lai... ok so calm down friend.