Originally posted by: MishalsFAN
@sana or tere iss khurapati dimaag ki m daat deti hu...mashaallah...
Oye wah re kya baat kahi h...
thanks dear priya
lagta aaj sab mujhe tarif kar kar ke marna chahte hai
hello evryone meh sana hu yaad hai na
aaj sab meri tarif kar rahe ajib lag raha hai
mera dimag kya sochta
mishal kahe toh meh bata du lol
woh dialogue wali baat toh
script writter ki beti hu yaar
khud film line meh hu ye ana hi chahiye 😆
😆