The Author of this post have chosen to restrict the content of this Post to members only.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai August 5, 2025 Episode Discussion Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 04 Aug 2025 EDT
BALH Naya Season EDT Week # 8: Aug 4 - Aug 8
UPMA&ICECREAM 4.8
SATYAMEV JAYATE 5.8
Abhira’s infertility issue
Dhanush And Mrunal Thakur Reportedly Dating
The Ultimate PotterHead Challenge
Anupamaa 05 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Don 3 hits another roadblock, likely to get shelved?
Sonam Kapoor receiving the national award
25 years of Har Dil Jo Pyar Karega
AI reimagines Titanic with Bollywood stars
What if (Fun Post)
Rate episode 66: "Ekk Insaan Do Maut"
Here are some Bg Musics hope so not posted it b4 here...
Hope so u guys like it.....
1. .
2.
3.
4.
5.
6.
7.
8.
9.
10.
11.
12. short one
Jaane kya baat hai 'film "Sunny"
Downloading Link - [HIGHEST QUALITY] jaane kya baat hui tital song MP3 download
Lyrics
Jaane Kya Baat Hai, Jaane Kya Baat Hai Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai Saari Saari Raat Mujhe Isne Jagaya Jaise Koi Sapna Jaise Koi Saaya Koi Nahin Lagta Hai Koi Mere Saath Hai Jaane Kya Baat Hai, Jaane Kya Baat Hai Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai Dhak dhak abhi Se Jiya Dol Raha Hai Ghungat Abhise Mera Khol Raha Hai Door Abhi To Piya ye Mulaqat Hai Jaane Kya Baat Hai, Jaane Kya Baat Hai Neend Nahin Aati Badi Lambi Raat Hai Jab Jab Dekhoon Maein Yeh Chand Sitare Aaisa Lagta Hai Mujhe Laaj Ke Mare Jaise Koi Doli Koi Baraat Hai Jaane Kya Baat Hai, Jaane Kya Baat Hai Neend Nahin Aati
Kya kare zindagi isko hum jo mile,
Iski jaan kha gaye, raat din ke gile]- 2 times
Raat din gile'
Meri aarzoo kamini,
Mere khwab bhi kaminey,
Ek dil se dosti thi, yeh huzoor bhi kaminey,
Kya kare zindagi isko hum jo mile,
Iski jaan kha gaye, raat din ke gile'
[Kabhi zindagi se maanga, pinjre mein chaand la do,
Kabhi laanten deke, kaha aasmaa pe taango] ' 2 times
Jeene ke sab kareene the hamesha se kaminey,
Kaminey kaminey kaminey kaminey,
Meri daastaan kamini, mere raasten kaminey,
Ek dil se dosti thi, yeh huzoor bhi kaminey'
Jiska bhi chehra cheela, andar se aur nikla,
Masoom sa kabootar naacha to more nikla,
Kabhi hum kaminey nikle, kabhi doosre kaminey,
Kaminey kaminey kaminey kaminey,
Meri dosti kamini, mere yaar bhi kaminey,
Ek dil se dosti thi, yeh huzoor bhi kaminey'
Saajna... Mahiya...
Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Hain dil ko teri justjoo
Par main tujhe naa paa sakoon
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Kaee khwaab dil tujhko lekar sajaaye
Par khauff yeh bhi kahiin par sataaye
Gar ye bhi toote toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hain khushiyaan kahaa re
Kyon dil ko dukhana bevajah SaajnaVe
Kyon dil ko dukhana bevajah aa aa
Phir aansoon bahaana ik dafaa...
Main hoon shab tuu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Tuu hi to har pal bandha hain lamhon ki in zanjeeron me
Tuu hi to har dum raha hain khwaabon ki har tabeeron me
Tuu hi to har din dikha hain dhundli ya ujli tasveeron me
Teri hi to hain khushboo mujhme haan SaajnaaVe
Teri hi to hain khushboo mujhme haan...
Ab tuu hi toh har soon har jagah...
Ab tuu hi toh har soon har jagah...
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Haan tera saaya to main hoon
Par sang tere naa reh sakoon
Haan is safar me toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakoon
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon lab tuu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa... Mahiyaa... SaajnaVe
Aaj shab jo chand ne hai rootne ki thaan li
Gardisho mein hai sitare baat humne maan li
Andheri shayh zindagi ko sujhi thi nahi kali
Ki aaj haath thamlo ki ek haath ki kami khali
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraaz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Zindgai sawalo ke jawaab dhondne chali
Jawaab mein sawalon ki ek lambi si ladi mili
Saawal hi saawal hai sujthi nahi gali
Ki aaj haath tham lo ek haath ki kami khali
Jee mein aata hai
Murda sitare noch loo
Idhar bhi nooch lo
Udhar bhi nooch loo
Ek do ka zikar kya
Mein sare noooch lo ? (2)
(Idhar bhi nooch lo
Udhar bhi nooch lo
Sitare nooch lo
Mein sare nooch lo) ?(2)
Kyun tu aaj itna vaihshi hai mizaj mein mazzaz hai aye gum-e-dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Dil ko samja na keh do kya aasaan hai
Dil to fitrat se sun lo na beimaan hai
Yeh kush nahi hai jo mila
Bas mangta hi hai chala
Jaantha hai har lagi ka
Dard hi hai bas ek sila
(Jab kabhi yeh dil laga
Dard hi hume mila
Dil ki har lagi ka
Sunlo dard hi ek sila) ? (2)
Kyun naye naye se dard ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Yeh manzilein bhi khud hi tai karein
Yeh faslein bhi khud hi tai karein
Kyun tho raston pe phir shem shem sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil