😆
Ab hum aur din Baighar Bagheechey, phulwari aur Rassiley ahem ahem scenes ke baighar nahi reh saktey ..😆😆.nahi dekha jaata hum se LTL in sab ke alawa..😭😭..Hay Allah humari yehi khwahish hain....Hum kurtey mein rehtey zaroor hain lekin bohot udaas hain....akele bairt bairth kar boor hogaye....aur ziada din tak garden mein rehkar humein heyfever hogaya 🤣🤣...Ab kisi bhi tarha yeh dutta ji kurta utarey , humein sarr par bithadey...aur apni maharani nakusha ji ko andar jaga dey tabhi humari tabyiat achi hogi ....🤣🤣aur tabhi aap sab ka HHK wapas ayega ...yehi faisla hain humara..! humein maaf karna ..!
And yes for Dutta and the ltl team I have a perfect sher of M.Ghalib...:
"Unke dekhey sey jo ajati hain moo par raunaq,...wo samajhtey hain key bimaar ka haal acha hain "
Unkey= matlab Dutta ji 😍😆 aur Beemar= matlab hum sab 😲😆😆
Chaliye Ab humari HHK ke sath aap sab sey mulaqat tabhi hogi jab humein nam nam sey rasgulley 😲😆mera matlab hain tasha scene milengey ...yeh humara wada hain ..!tab tak key liye ijazat dijiye !
😳aap ki Madhia 😉
😆