main shayri nahi kar rahi ....😆😆
sach mein kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ..
Kya aata .....yeh batati hoon ..😉
To mere dil mein khayal aata hai k kahin Ravi ...arey baadygard ..😉
haan to ye k kahin woh CVs ki team mein to nahi ...
Mera kehna ka matlab ye hai k jitna hum usse chidte hain ...utna hi CVs hamein uske scenes zyaada dikhate hain...🤢🤢
aur to aur jab bhi hum usse mawali kehte hain to Sups utna hi Dutta ko mawali gunda kehti hai ...😡😡
to bas aise hi khayal aagaya k kahin wo cVs ki team mein to nahin ...!😆😆
Aapka kya khayal hai ..!😆