All four turn and find Mary Aunty standing. Kumkum is so happy to see her that she rushes towards her and hugs her. 😃 😃
Kk : Mary Aunty…. Kaisi ho aap?
Mary caresses her hair. 😊
Ma : Am fine my child… tum kaisa hai?.... Hunh.. 😛
Kumkum moves away and smiles…
Kk : Bilkul theek…
Ma : Gud…
All three come and meet her..
Ma : Mujhe miss nahi karte the naa..
Kk : Nahi aunty maine miss kiya.. infact jab aap chali gayi thi to bohut akelapan mehsoos hota tha.. 😳
Ma : Lie… I know tumhe aur log mil gaye the…hm? 😉
Kk : Nahi aunty aisi baat nahi hai.. 😕
Su : Haan aunty Kumkum sach mein aapko bohut miss karti thi… 😳
Ma : I know ab tum to iska side lenga hi… 😉 😆
Sumit and Kumkum luk at each other and are embarrassed. 😳
Ma : I know… maine sab sun liya hai… and mujhe tumse koi shikayat nahi hai my child. 😳
She says this to Kumkum and she hugs in turn.
Ma : Soumy, I told u naa… ki yeh ladki hi sahi rahegi for Sumit… 😉
So : Bilkul Aunty aap ekdum sahi thi….
Kumkum blushes.
Pr : Okk Okk now… chalo… ab main kahungi and u all have to listen….. arey 3 din mein Sumit Kumkum ki bhi shaadi hai…. We have to do many things… sabse pehle Kumkum tum apna saaman mujhe do… kyunki shaadi tak tum mere ghar pe mere saath rahogi… 😛 😛
Su : What???? 😲
Pr (folding her arms and rising one eyebrow high) : Any problem? 😉 😆
Su : Erm…wo… tumhare yahan kyun? 😕
Pr : Kyunki wo Soumy ke ghar to rukegi nahi… and of course not with u also… now no more dicussion. 😆 😆
So : Relax yaar…. Sirf teen din ki baat hai.. 😉
Pr : Okk ab ….sab log suno… Aunty main aapko mere ghar drop kar deti hun Kumkum ke saaman ke saath and ghar pe sabko samjhaana bhi hoga…. And phir main Kumkum aur Sumit ke wedding dresses ki order dene jaongi alongwith Sumit Kumkum…. tab tak Souny tum jaakar inke invitation cards ka order do aur kehna shaam tak ready chahiye.. taaki kal tak cards baant diye jaaye…. And Kumkum and Sumit tum dono shopping mall pohunch jao , kyunki bohut shopping karni hai…. Okk…. Chalo now everyone get going… 😆
Everyone : Yes ma'am… 😆
And everyone leaves for their works.. Kumkum turns to go when Sumit holds her hand and pulls her closer…. 😳
Kk : Sumit… wo.. neeche hun main…. Tum fresh ho jao.. 😳
Su : Par mujhe tumhare saath rehna hai kuch der…. 😉
Saying this he pulls her closer… and slowly kisses her neck…. Kumkum closes her eyes. 😳 😳
Then he slowly kisses near her ear… as it tickles her and so she blushes and smiles too. 😳 😳
Sumit, on seeing her reaction, smiles and then kisses her cheek… 😳 😳
Kumkum held his shoulders…. And then slowly says.. 😊
Kk : Su.. sumit..wo..
Su (coming still closer) : Haan kya? 😳
Kk (blushing all the more) : Wo… wo…main… 😳
They were so close that their lips almost touched but Kumkum turned her face and out of shyness buried her face into his chest. 😳 😳
Sumit understood and smiled..
Su : Not fair Kumkum.. 😉
Kumkum was smiling and blushing at the same time while hugging him. 😳
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Next day, it was mehndi and sangeet.
Kumkum was in her room, when Prachi comes.
Pr : Kumkum…
Kk : Hmm..
Pr : Arey yeh kya tum taiyaar nahi hui..???
Kk : Haan bas hone jaa rahi hun.. wo Prachi.
Pr : Haan kuch kehna tha?
Kk : Ermm… haan…. yeh.. yeh itne saare kapde aur jewellery…. I mean… iski kya zarurat thi…. 😕 😳
" Zarurat kyun nahi thi?" 😊
Both turn and see Prachi's mother( Riddhima's mother in Dil Mil Gaye) standing..
Kk : Aunty… mera matlab tha ki…
Pr's mom : Beta hum apni dono betiyon ki shaadi achche se karna chahte hain.. aur Prachi ki to aadat hai 10 kapde dekhegi tab kahin jaakar ek pasand karti hai… to jo Prachi ke liye hoga wo tere liye bhi hoga naa…. 😳 😳
Kk : Aunty… par..
Pr's mom : Par kya?... main kya tumhari maa jaisi nahi hun? 😳
Kk (with tears) : Nahi aisi baat nahi hai…. 😭 😳
Pr's mom : Yeh mera naseeb hai ki main apni do betiyon ki shaadi kar rahi hun… 😛 😳
Kumkum hugs her and cries.. 😭
Pr : Uff kya maa… tumne phir rula diya Kumkum ko.. aur aap bhi shuru ho gaye…. Kumkum ab tu jaldi taiyaar ho…. 😛 😊
Kumkum nods. Prachi and her mother leave.
Kumkum luks at the clothes… She wipes her tears.
Kk : ab kya pehnu? 😕
She keeps taking each dress and putting it on her infront of the mirror. But she was confused. 😕
Till then her mobile rings, it's Sumit.
Kk (smiling) : Hello.. 😛
Su : Kya hua function shuru ho gaya? 😛
Kk : haan.. par.. 😕
Su : Par.???? Kya hua? 😕
Kk : Sumit.. main room mein hun.. log aa gaye hain par…. Mujhe samajh nahi aa vaha kya pehnu? Sab dresses achche hain…. 😕 😳
Su (smiles at her innocent answer) : Achcha… to sab pehan lo.. 😆
Kk : Sumit… 😳
Su : Achcha baba… main batata hun… 😳
Kk : Tum?.. tum to ghar pe hoge naa…. 😕
Su : Haan… Mary aunty ek tarah se hum sab ladkon ko yahan band karke gayi hain ki hum baahar na jaayen… 😆 😆
Kumkum giggles…. 😳 😛
Su : Bohut hansi aa rahi hai… 😡 😆
Kk : nahi… nahi to… achcha dress kaise bataoge? 😛
Su : Dekho humne dresses saath mein khareedi thi naa… aur agar extra hui to bhi mainbina dekhe bata sakta hun ki kya achcha lagega tum par. 😉 😳
Kumkum smiles. 😊
Su : Okk to pehle batao tumhe saree pehanni hai ya suit ya lehnga? 😛
Kk : Na baba…. Saree ya lehnga … arey poora time baithna hai … kaun sambhalega…? 😆
Su (teasingly) : To swim suit bhijwaon? 😉 😆 😆
Kk (embaressed) : Sumit… 😳
Su : Okk to…. Abhi mehndi hai naa… 😛
Kk : hmm….
Su : To… is waqt… koi green lehnga pehan lo…. 😛
Kk : Sumit….. maine lehnga manaa kiya naa…. 😕
Su : Kumkum… mehndi mein lehnga achcha lagega… 😛
Kk : Hmm…. Nahiiiii plzzz
Su : Okk…. Phir .. ek minute… abhi meri haldi ki rasam hui hai.. wahan bhi hui hogi naa… 😛
Kk : Hmm… 😳
Su : Brilliant… to wahan koi yellow suit hai.. 😛
Kumkum luks and finds one..
Kk : haan…
Su : Great… tum wahi pehan lo… haldi lagne ke baad yellow color kuch zyaada hi khilega tum par… 😳 😳
Kk (smiling) : Thanku… theek hai ab main rakhti hun… 😛
Su : arey …. Bas……. maine help kiya uske badle kuch do bhi to… 😉
Kk : Dun? Kya??
Su : Ek baar kehdo… I luv u….. 😳
Kk (blushing) : I… 😳
Till then prachi calls her.
Kk : I…. aayiiii….. sorry Sumit…. Prachi bula rahi hai… mujhe taiyaar hona hai.. 😆 😆
She disconnects .
Su : Yeh achcha hai…. Pehle apna kaam niklawa lo… phir bhool jao… ab main baat tak nahi karunga…. 😡 😉