Su goes and bends and we see an old woman standing in front, actually Sumit touched her feet.
Sumit hugs her. 😃 😃
Old Woman: Happy B'day beta. 😛
Su: thanks dadi, par aap yahaan? 😉 😆 😃
Dadi: yeh sawaal main tujhse poochun to? Ki tu pichle paanch saalon se, jab se tu actor banaa hai, tab se har sal apne janmdin par roz raat ko barah baje yahan kyun aata hai? 😳 😳
Sumit is quiet, infact blushes a little, and hesitatingly answers : nahi to dadi….aisa to kuch bhi nahi hai. 😳 😳 😳
Dadi: mujhse jhoot bolega….apni choti se choti baat mujhse share karta hai aur yeh baat chupa raha hai….bata mujhe , main har saal dekhti hun….par is baar mujhe jaanna hai. 😛 😉
Sumit and dadi are sitting in Dadi's room, Sumit sitting near her feet.
Su: dadi, pata nahi, pichle kuch saalon se aisa lagta hai jaise koi hai jo mere bohut kareeb hai aur har b'day par barah baje main use apne aur bhi kareeb pata hun…..aur …….aur lagta hai shaayad woh meri zindagi mein aa jaaye…..par….. 😳
(He gets up and goes near the windows.)
Su: maine aaj tak use dekha nahi, jaanta nahi woh kaun hai, aur hum kabhi milenge ya nahi. 😳 😳
His dadi thinks: Maine kabhi Sumit ko aise nahi dekha.
Su: aap yeh sab chodo, raat bohut ho chuki hai aap so jao…….chalo. 😛
He makes her lie down, covers her with blanket and then goes after closing the door. After he had gone, his dadi gets up and talks to herself.
Dadi: Bhagwaan kare, tujhe koi aisa jald hi mil jaaye kyunki mere paas waqt kam hai aur main chahti hun ki mere jaane ke baad Sumit ko koi aisa mil jaaye jo use sambhaal sake. Agar koi aisa hai bhi to na jaane kahaan hai?................. 😕 😕 😕
A voice : "Yahaan hoon."
😃 😃 Sudha (turns) : kahaan didi.? 😛
Kumkum jumps from above and says : ohho….itthe….yahaan hun. 😛
Sudha turns towards her and says: didi, aap upar kya kar rahe the? 😆 😆
Kk: mera kuch saamaan dhund rahi thi….haan tu bol kya kaam hai? 😆 😆
Sudha: main to bas itna batane aayi thi ki aaj maa subah se gusse mein hai, woh bhi tumse. 😕 😆 😆
Kk: huh..yeh kaun si nayi baat hai?woh to mujhse hamesha hi naraaz rehti hai. Achcha sun tune cake tiffin mein rakh diya naa? 😃 😉
Sudha: haan (and hands over the tiffin to her)
Kk: tune khaya?
Sudha: haan.
Kumkum, then takes the tiffin and reaches Chanchal's house. Chanchal was working in her kitchen. Kumkum goes and sits there. 😛
Ch: hmm….cake laayi?
Kk shows her the tiffin and smiles.
Ch: kitne saal ke ho gaye aapke Sumit. 😛
Kk: pachchees (25)….kitni jaldi paanch saal beet gaye naa…….lagta hai abhi to maine 12th pass kiya tha aur jis din mera result aaya tha usi din Sumit ki pehli movie release huyi thi. 😳 😳 😳
Chanchal smiles.: to tu usse chaar(4) saal choti hai? 😃 😛
Kk: nahi….teen(3)…woh maine ek saal shehar mein hi competitive xam ki taiyaari ki thi naa……….par selection hone ke bavjood mummyjee ne mujhe jaane hi nahi diya…..kyunki usme paise bhi bohut lagne the…..aur mummyjee ka mann bhi nahi tha… 😳 😊
Chanchal and Kumkum are sitting in a field in individual swings.
Ch: kal kya hua tha? 😆 😆
Kk: wahi jo har baar hota hai…. 😆 😆
Ch (smiles) : tere papajee tujhe bohut pyaar karte hain naa? 😳
Kk: hmm.
Ch: to kya woh tujhe Sumit ke paas jaane denge?
Kk (confused) : main kuch samjhi nahi… 😕
Ch: arey…….tune yeh socha hai ki nahi ki tu Sumit se milegi kaise?
Kk: Chanchal, jab hum kisi ko dil se chahte hain to saari kaaynaat hume usse milane mein jut jaati hai. 😳 😳
Ch: yeh dialogue ShahRukh Khan par hi achcha lagta hai…..aur yeh sab filmy baatein hain…. 😆 😆 😆 .sachchai samajh………dil se nahi..dimaag se kaam le. Agar kal ko Sumit kisi aur se shaadi kar le….to tu kya karegi? 😕 😕
Kk(abruptly) : nahi nahi ….woh aisa kuch nahi karega
Ch: kyun?.....woh tujhe jaanta hai?.arey jab jaanta hi nahi to pyaar kahaan se kaega?....use kya pata kit u hai bhi ya nahi. Tune kabhi socha bhi hai…….ki tu Patiala se Mumbai tak ka safar kaise taiy karegi? Who ek filmstar hai aur tu ………kaise milegi usse?........socha hai tune? 😕 😕
Kk (tense) : tu sach keh rahi hai. Maine kabhi is bare mein to socha hi nahi….woh to mujhe jaanta hi nahi…..
************************************************************ ************
Su: jaanta hun….. 😊
He turns , he is wearing a white kurta-pyjama and is talking on phone.
Su: jaanta hun par har baar ki tarah main is baar bhi apna b'day celebrate nahi karunga. Bye. 😕
He goes and sits in a puja going on. Two photographs are kept with garlanda on them.
Panditji: ab aap apne maata-pita ko aakhiri arpan dijiye.
Sumit does whatever the pandit tells him to.
After puja, Sumit is sitting with his dadi.
Su: dadi, kitni ajeeb baat hai na, meri hi b'day ke din mom-dad ka accident hua , woh bhi meri zid ki wajah se. na main unse apni pehli movie ki celebration par aane ko kehta nay eh sab hota.
Dadi: nahi beta, tumhari galti nahi thi, jo hona hota hai who hoga hi. 😊
Su (hugs her) :dadi aap mujhe kabhi mat chodna kabhi nahi……. 😳 😳
Dadi (thinks) : sorry beta, shaayad bohut jald tumhara yeh bhram bhi toot jayega.
hope u all like it. 😊