Golgappey
One fine Saturday...
ABHI: Eyy Chashmish, mujhe golgappey khaana hai. Jaa banaakar le aao!
PRAGYA: Aap Robin se mangwaalo. Mujhe pareshaan karna bandh karo.
ABHI: Hey stupid professor, har roz newspaper pakadkar bhetthi hui par yeh bhi nahi patha ki aaj strike hai? Very bad Chashmish, very bad!!
PRAGYA: Oh excuse me, aapse kisne kaha ki main professor hui?
ABHI: Nahi hai kya? Mathlab tum sabse jhoot bhol rahi thi. Chaalu Chashmish.
PRAGYA: Maine kabhi nahi kaha hi main professor hui. Main sirf ek lecturer hui!
ABHI: Professor aur lecturer main kya pharak hai? Dhono ek hi kaam karthe hai na?
PRAGYA: A donkey will understand better than you!
ABHI: Haan haan, tumhaara language sirf gathe ko hi samaj aayega!
PRAGYA: Aap.. aap..
ABHI: Aap aap chod aur mujhe golgappey banaakar laao!
PRAGYA: mujhse kyun maang rahi ho. Aapke girlgriend se jhaakar kehtho.
ABHI: Kya tumhei amnesia hai kya? Kitne baar kahoon ki aaj strike. Woh kaise aaongi yaha??
PRAGYA: Woh yahi par hai. Kal woh Aaliya ke saath tha. Ghar nahi gaya. Isliye aap uss se hi poochlo!
ABHI: Tum guest se kaam karne ko keh raha hai? Kaamchor kaiki!
PRAGYA: Oh hello, aapne kya kaha tha? Tanu gharwaali hai aur main baaharwaali! Aisa soche toh, main guest hui aur usse kaam karna hoga samjhi!!
ABHI: Tumhei golgappey banaane mein itni dikhat kyun hai?
PRAGYA: Woh kya hai na, main kismish jaisi sookhi Chasmish hui. Main golgappey banaaya toh woh bhi sookhi hi ban jaayegi. Issliye jhaa aur apne pyaari si supermodel se banaane ko kaho!!
(Pragya leaves)
ABHI: Ab kya karoon? Woh chudail... I mean, Tanu ko kuch bhi pakaana nahi aatha. Uski haath ki khaana kaaya toh mujhe food poisoning ho jaayegi aur yeh Chashmish mere liye kuch banaane keliye raazi nahi hai. Aaj toh cough syrup se ki kaam chalaana hoga!!!
622