Use hansna bhi hoga, Use rona bhi hoga
Use pana bhi hoga, Use khona bhi hoga
Subah ,shaam tanhayee mei aahien bharega
Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega, Har dil jo pyaar karega

Har dil jo pyaar karega, Har dil jo pyaar karega

Ohhh Palkon ke mehke ghar mein ye
sapna banke palta hai,
iss ki pagal dadkhan pe ,zor koi kahan chalta hai
Use jagna bhi hoga, use sona bhi hoga
use jeena bhi hoga, zaher peena bhi hoga
Kisi ke haseen chehre pe woh to marega

Har dil jo pyaar karega
Har dil jo pyaar karega, Har dil jo pyaar karega

~~~~~~~~~
Ohhh deke chain kisi ko, bechaini kyun leta hai
Yeh aisa dewana hai jo,ishq mein jaan bhi deta hai
Use kehna bhi hoga, chup rehna bhi hoga
Use darde judai, yahan sehna bhi hoga
Lakh jhukaye koi wo na jhukega
Har dil jo pyaar karega
Har dil Jo pyaar karega,
Har dil jo pyaar karega
Edited by bawaswift - 8 years ago