
khushi ka mubaarak ghadi aa gayi hai ❤️

saji surkh jodi mein chaand si dulhan ❤️

zamin par falak se pari aa gayi hai ❤️

dulhe ka sehara suhaana lagta hai... ❤️

dulhan ka to dil diwaana lagta hai ❤️

pal bhar mein kaise badalte hain rishte... ❤️

ab to har apna begaana lagta hai ❤️

hain nayi rasmein nayi kasmein nayi uljhan ❤️

honth hain khaamosh lekin kah rahi hain dhadkan ❤️

saat pheron se bandha janmon ka yeh bandhan ❤️

pyaar se joda hai rab ne prit ka daaman ❤️

dhadkan...meri dhadkan...teri dhadkan...meri dhadkan... ❤️

main teri baahon ke jhuule mein pali baabul ❤️

ja rahi huun chhodke teri gali baabul ❤️

mushkil daaman ko chhudaana lagta hai ❤️

dulhe ka sehara suhaana lagta hai... ❤️
dulhan ka to dil diwaana lagta hai ❤️

dhadkan...meri dhadkan...teri dhadkan...meri dhadkan... ❤️

❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️ ❤️