Mithee, How do u know all this baby?๐๐๐Originally posted by: Pardeshi.Mithu
Arre yaar Dil toh yuhi dhadka karta hain...par jab kisike ke aane ki dil main aahat aur dastak hoti tab tab iss dil ka dhadkana kuch aur hota hain!!!
Usse yaad karke jo ehsaas hota hain vo hamari dil ki dhadkane hame batati hain ki 'U R IN LOVE,U R IN LOVE,U R IN LOVE'... ๐
'Sine main dil,dil main dhadkan,dhadkan main kya hain'...
ab yeh tu teri dhadkan se pooch ๐