"Main aur meri tanhaai ...
Aksar yeh baatein karte hain... 😳
MAIN agar MENTAL NA hoti to kaisa hota, 🤣
Main ASHU se yeh kehti, Main NIDHi se voh kehti...
SUE KI HAR baat pe hairaan hoti,
SUE ki MARDON wali baat pe kitni hansti...😆
MAIN AGAR MENTAL NA hoti to aisa hota,
MAIN AGAR NORMAL hoti to vaisa hota... 😈
Main aur meri tanhaai...
Aksar yeh baatein karte hain..."