Dev: Hello Dr. Sahab. Tum Doctor ho na. Itni science toh samajhti ho ki khargosh haathi nahi ban sakta.😆🤣
Sona: Aako ye pasand nahi hai na? 😆
Dev: Maine aisa kab kaha?😆
Sona: Aapne bhale hi na kaha hoga lekin aapke Mr. Obodhro wale face ne sab kuch batadiya.😆
Dev: I like it. Mujhe pasand hai. Lekin 1 Minute. Mere Napasand karne ki baat kahan se aati hai. Tumhe pasand hai na. Toh bas... Baat khatam.😊😳
Sona: I know. I know bahot ladki wali baat hai lekin baat fir toh waisi huyi na ke koi cheez kamre me aagayi jo sirf hum dono mese ek hi ko pasand hai.😆
Dev: Par maine jab aisa kaha hi nahi toh tumhe aisa kyu lag raha hai ki mujhe pasand nahi hai...😊
Sona: Maa ne kaha tha ki aapko aapke kamre me zyada saaman pasand nahi hai. Aur waise bhi ye jhoola aapne hi to kaha na ki aage jaega peeche jaega. Itni jagah thode hi na lega.😆
Dev: I know mujhe thodi khuli jagah... Open space ki aadat hai Lekin meri aadat badal bhi to sakti hai. Mujhe wo bhi to pasand aasakta hai jo tumhe pasand hai. 😳❤️
Sona: Aur shayad mujhe wo pasand aaye jo aapko pasand ho.😳❤️
Dev: Mujhe to Tum pasand ho.😳❤️
Sona: Aap na Ok ok types ke ho.😆🤣
Dev: Toh thik hai. Iss room ko unsab cheezo se bhardo jo Ok ok types se better ho. Ok.😆
Sona: Ok.😆
They are so damn understanding and always think of eachother. Here Dev was happy in Sona's happiness. Ready to accept the changes and on the other hand Sona was confused and worried whether Dev liked the change she made in the roim. Whether he's comfortable with it or not.
And those hugs.😳
These two are serious relationship goals... DevAkshi are love.😳❤️