Prem : Tumien yad hai heer jab mein delhi aya tha mein bohut chlaya tha tum per "i am sorry heer " mein ne aik boht bura sapna dekha or mein dar gaya tha ke kehien mein tumein kho na do or dekho aaj , aaj mein ne tumein kho hi diya
Heer : Nahi prem , nahi
Prem : Kho hi diya tumien tumien jate huwe dekhne se acha hai ,mein khud chla jaoo , tumein khone ga gham bardasht nahi kar pata , is liye bagwan se kaha , tumhare badle mujhe mout aye ,aaj tum kho gi mein swarti ho, haan ho mein swarti ,tumhare bina jeene se tu acha hai mein mar jaoo
Heer : Nahi prem , nahi
Prem : Mein ja raha hoo
Heer : Nahi ,nahiš
Prem : Ja raha ho , mujhe maff kar dena
Heer : Nahi ,nahi tum nahi jaoo ge
Prem : Maff kar dena mein tumhare bina nahi ji pata , lakin badle mein tumein jeena ho ga mera bina
Heer : Nahi ji paoo gi
Prem : Jeen ho ga tumien , tumhari zandgi ke liye , mere hise ki zandgi ,humre maa , bauji ke liye , humare sapno ke liye , humare apno ke liye sub ke liye jeena ho ga tumien , Heer veera ki shadi ki zamadari ab tumhari hai , meri maa ka khaya rakhna
Heer : Nahi , nahi
Prem : Sub ka khayal rakhna apna khayal rakhna , aur tum sirf apne liye mat jeena , tum meri zandgi mat jeena ,khud ki zandgi bi jeena
Heer : Mein tumhare saath jeena chahati ho
Prem : Mein chahata ho tum apni zandgi ki har darkan mein dekho na dekhoo tum dulhan zarror ban na , dulhan ban na , dulhan zaroor ban na, mein chchata ho tumhare bache ho , tumien bachon ka pyar mile , tum bachoo se pyar karo ,tumhari zandi akele na beete , kisi ke saath beete ,kisi apne ke saath orus apna ko mere bare mein kahani ke roop mein batana ,or is kahani ko afsana bana jana
Heer : Nahi , nahi mein ji paoo gi
Prem : Or afsana shayed haqeeqat mein isi tarah badlte hai mein tu tumhari zandgi haqeeqat tu nahi bana , lakin tumhari yad zarror bano ga aisi yadien jo dhondli tu par sakti lakin mit nahi sakti , wo dua banana chahata ho jo tum aasmano mein dekh kar manngo , wo wafa banana chahata ho jo tum bagwano se kisi apne ke liye mango , wo haath banana chahata ho jo tumhari zandgi se chaoe wo sarak banana chahato ho jo tumhare har gham har dukh ko roke š
mujhe maaf kar dena
Heer : NAHiii tum kahi nahi ja sakte š
Prem : Lakh chahne ke baad bi mein tumhare saath nahi raho ga , tumhare khawboo ki haqeeqat nahi ban saka , mout nazdik a rehi hai , kuch hi palo mein mujhe le jaye gi