barish k maosam ko dekha tau kitna haseen hai
thandi hawain aur bheegi zameen hai yaad a rahi hain app ki kuch batain {sbs shows ,rain dances} barish ka maousam hai aur yaad harshiti tumhari ate hai barish k her aik qatre sai harshiti awaz tumhari atee hai badal jab garjtay hain tau sansain-e-dil ki dharkan barhtee hai aur ! dil ki her aik dharkan sai harsiti awaz tumhari ate hai , jab taiz huwain chalti hain tau harshiti yaad main jan hamari jaty hai