So I thought that we can remember those dialogues of Prem and Heer by posting the dialogues when ever we comment or post anything .By doing this we can show our love to Kis desh why it so special to us and we can also promote Kis desh and can also thank Ekta and Balaji for giving Kis desh , we can also make others like Kis desh who goes on bashing Kis desh and Premeer and it also will help us in bringing Kis desh sequel with Harshiti also .
So what do you think can we celebrate Kis desh Anniversary by spreading the message of Kis desh to everyone by Posting a Kis desh mein hai mera dil dialogue whenever we comment or post .
We can only do this if you all support and show everyone there are still Kis desh fans who love the show very much and Really missing Prem and Heer the wholw show and it was special show.
Here are some of the heartouching ❤️Dialogues of Prem and Heer of Kis desh mein hai mera dil
HOPE YOU LIKE IT.
Dialogues, title song, promo dialogues anything like
1)Heer Prem ka prateek aur Prem sabse zyaada Heer mein samya hua hai
2)Milan jo likhe aaye hai Takddeer mein Judjande tukde toothe tasveer ke
3)Heer mein tumse hu aur tum mujhse akhele mein jaise bhi dike par saath hamesha acche lagthe hain. 4)Tumari ankhome itna dard kyon hai Jahan dard hota hai wah baath nahi hoti poori ki poori daastan hoti hai.5)Aisa pyaar jo judaa hokar bhi judda nahi hota , aisa pyaar jo har jhudaiye aur khudiye se upaar hota hai , aisa pyaar jis e milane ke like khudh kynaath zameein par aathhe hai.
6)Yeh sirf dhai akshar ka naam hai Prem. 7)Tumse door rehne ka dard mansoor hai lekin yeh mansoor nahi ki tum mujhse door rehkar bhi khush nahi ho. 8)Yeh kaise dor hai jo baar baar mujhe tumari oor kech rahi hai yaad karo to bhul nahi paatha, bhulna chao to jee nahi paath akhir tum meri kya lagthi ho , mein tumari paarichayin hoo Prem bahut paas phir bhi bahut door.9)woh kaun hai this jiski gham mein ne mere dil ko choo liya aur woh kaun hai jiski ahsoon ne mere dil ko beegodhi.
10)kehtein hai ladki ki haaton mein uske pyaar ki mehndi ka rang tab tak nahi charta Jab tak uskey khoon mein uoos pyaar ka aasar na hooo laho mein jitni tapish mehdi ka rang uthna gehra charta hai.
11)Agar uskey zindagi mein thodi se ghandhagii nkhli meiri aarthi uth jaayegi lekin tumari doli nahi uthegi , Isse kehte hai sacha pyaar. 12)woh ladki jiski takdeer bhagwan ne khud gham se kar diya woh kehti hai ko ooh insano ka suda karti hai , kyon heer kyon ble tume itnse saare jooth.
12)Socha nahi bauji .... Socha to bilkul nahi sirf pyaar kiya 13)Har rishta kabhi na kabhi peeche choodh jate hai lekin yeh taarein har manzaar par apke saath rehte hai. 14)Prem diwani ke yeh shaan akhri hai ... armanno ka yahein guroor akhri hai ... zindagi ki yaahein noor hai akhri....
15)Mein apni zindagi is ehsaas ke saath jeena chahat hu ki tum jaha bhi hoo khush agaar tum khush rahoogi to mein chen se maar pahungaa warna zindagi bhi to nasseb hui maut bhi naseeb nahi hoga. 16)Bhagwan insano ko jodiyaan mein bhejthai aur wusne tumare liye Prem ko bheja hai. 17) Naseeb hai mera jo tum meri zindagi mein aayi warna zindagi kabhi ehassas mehssos hi nahi hota , Is baath ka ehsaaz hi nahi hota ki Iss seene mein dil bhi hai, hum do dil nahi hai Heer aghar mein dil hu to tum Iss dil ki dhadkan, aur bina dhakhan ke dil dhadkta nahi sach hai naaa . And many more heart touching dialogues which you likeeee the most .
So how do you like some of the dialogues which I tried to post here .
Please comment and tell me you like or not......