leke bahon mein main tumhe pyaar karta rahoon
khwayishein hain bahot magar tumse mai kya kahoon
had se age guzar ke bhi ab muhabbat karoon
jaanewafa jaanejahaan aisi ada hogi kahaan
dekha sanam maine tumhe behke mere kadam
aankhein mili palkein jhuki jaadoo jaga saasein ruki
aise mujhe chhedo na tum aaye badi sharam
chahatein hain bahot magar tumse mai kya kahoon
leke bahon mein main tumhe pyaar karta rahoon
khwayishein hain bahot magar tumse mai kya kahoon
had se age guzar ke bhi ab muhabbat karoon
bechain main honelagi jaane kahaan khonelagi
khushboo bina mehka badan chhanelaga nasha
maine kaha tumne suna dhadkan bani dil ki zubaan
tanha yahaan tumjo mile ane laga mazaa
aarzoo hain bahot magar tumse mai kya kahoon
had se age guzar ke bhi ab muhabbat karoon
hasratein hain bahot magar tumse mai kya kahoon
leke bahon mein main tumhe pyaar karta rahoon
had se age guzar ke bhi ab muhabbat karoon
http://www.bollango.com/cgi-bin/akf_song.tcl?action=f_lyrics&mode=normal&song_id=25





















