hehe fikar not boss! 😎 apun tere FF ko apne bachhe ki tarah palegi 🤔 🤣 tu bas baith ke padh 😉 jhakaas maal milega tereko padhne ko kya 😉 tu bas note gin note..baaki apun sambhal legi 🤣 🤣
kya boss aapke liye kya zyaada ho sakta hai...bindaas ban, jo likha hai saala sab padh dalne ka 😉 🤣
haha yea so i did!! 😳 besharmi aap se hi toh seekha hai boss :P 🤣 🤣
ok ok apun wait karega...ab tum bhi wait karo jab tak apun tera FF ko update karti hai 😎 🤣