Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 21st Sep 2025 - WKV
🏏India vs Pakistan, Asia Cup-Super Four, Match 14 (A1 v A2) Dubai🏏
HONEYMOON🏩 20th and 21.9
Star Parivaar Ki Favourite Saas
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 21, 2025 Episode Discussion Thread
Meri ragon main to aapka khoon hi nahi hai
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Sep 2025 EDT
Let's Discuss Abhir
Saiyaaara spoof
H-1B Visa Crisis: Families Forced to Return, Futures at Stake
👻😈😈😈Mask Of Zorro😈😈😈👻
Jobless Poddars
Happy Birthday Kareena Kapoor 💐🎊
24 years of Ajnabee
ENTRY INTO RESORT 22.9
King leaked pictures - Shah Rukh, Abhishek and Suhana
Tabu likes a reel shading Deepika on Instagram
Screening - Mera Desh Pehle - The Untold Story Of Shri Narendra Modi
Mardaani 3 Rani Mukherjee 27 Feb 2026
Yeh Mariam ko boht bada sadma phocha hai.. ek aur thappad dekh kar.. isliye anab shanab bak rahi hai.. No No Mariam its Okk we understand.. Tum chaho to bakti raho..😆
Aur Ronitfan ne kya bola hai.. mereko Maza aa gaya after reading that😆
Originally posted by: ronitfan
Arre agar Bajaj Anurag ko ek bhi jhapad mare na...to uske saare daat bahar aa jayenge!!!😆
waisay mein bak toh nahin rahi haan such bata rahi hoon haan waisay mujhe sadma toh hoa hai agar mere anurag pareshan hai toh mein toh pareshaan hoye waisay tum loogon ko bhi sadma hona chahiye akhir bajaj ki beti ki baat hai or tum loog to itne selfish ho wahan bajaj itna tense hai or tum loogon ko masti ki pari hai (how mean u r).
waisay mere dil yeh gaa raha hai
k aaj na chore gein prerna ko dam dama dam
is ne ka samjha hai apne aap ko dam dama dam
jab ji chaha thappar mar diya meri jaan ko dam dama dam
dil keh raha hai bajaj ko bhi thappar maro dam dam dam
kaisaey ankhein dikha raha tha meri jaan ko(anurag/cezanne) dam dama dam
ankhein bhi apni nahin thi dam dama dam(means lense lagaye hoe the yaar)
aur jab prerna ko dant raha tha dam dama dam
itna horrible🤢 lag raha tha dam dama dam
sare dar k bhaag gaye the dam dama dam
ronitfan ka gaana likha hai!! fultoo mazaa!!
anurag jaisa darpoke aadmi zindagi mein nahin dekha hai!!! koi baar baar tumhe thapad maare aur tum react na karo?????? akal nahin hai yeh toh pata tha!! aaj pata chala koi sensory nerves bhi nahin hai!! dard nahin hoga toh kuch bolega bhi nahin!!!
yaar jab insaan kisi se apni jaan se bhi zyada pyaar kerta hai toh us k liye kuch khi bhi seh sakta hai(waisay bhi pyaar insaan ko darppok bana deta hai) and the example is infront of us joh person 20 years tak prerna ki nafrat sah sakta hai or apni beti se door rah sakta to woh apne pyaar k liye kuch bhi ker sakta hai waisay yeh bhi us ko pata hai jo us ko mar rahi hai woh kisi heartless person ki biwi hai or us ko kisi ki dard se kuch nahin hota toh phir us ko(means prerna)marne ka kya faida.
Originally posted by: mariam 4 u

i agree with u.. i feel very sory for my anu... 😭 😭 😭
prerna.. 😡 i think u need to join wrestling!! 😆
AS for ronitfans.. all of u hav ronit pic in ur avataar does not mean u don't feel sorry for anu but infact u do.. i know!! i think prerna will giv more than 100 slaps to bajaj as she hears abt his night with madhvi! @ same time!!