Originally posted by: MainEkHasina
okay i will play the role of sneha
sneha goes into muktis roon
sneha: mukti sab log bahar hain tum yaha kya kar rahe ho?
mukti: prem waha hai isliye
sneha: ab tak usse khaaffa ho
mukti: kya ab tak sneha kya tum nahin janti usne kya kiya
sneha: ha pata hai uske paas tape tha magar usne kuch nahin kiya, magar usse doshi maat tehrao dosh tho meri hain?
mukti: tumhari woh kaise?
sneha: agar main sharad se kabhi shaadi na karti tho prem kabhi bhi yeh sab nahin karte woh sharad ka madath nahin karta mere liye usne yeh sab kiya hain
mukti: magar...
sneha: magar kuch nahin, dekho mukti prem ne jo kiya galat tha main maan thi hoon magar kya tum bhool gai usne kya kiya, btn chal kar saare duniya ko usne woh tape dikhathiya aur kyon jante hoon?
mukti: aur kyon kisliye tumhe sach pata chal gaya tha isliye varna yeh sab nahin karta
sneha: nahin usne yeh sab tumhare kiye kiya
mukti: mere liya tum galat samaj rahi ho
sneha: nahin mukti jab main court ane wali thi tape le kar maine dher kar dhi aur mujhe sharad bahar mila maine usse khub mara, phir mujhe prem mila aur woh kheh raha tha ke unlogo ke paas joi amir witness tha joh tumhare khilaf bol raha that maine usse sach kaha ke tum college main asie ladke ko nahin jaante the, yeh sun kar woh bohut gusse main aya and aur haath se tape cheen kar woh btn chaala gaya
mukti: kya tum sach keh rahe ho?
sneha: main tusse bala kyon juth bolunge gi, mujhe lagta hain ke woh ahista sudar jayega i mean usne yeh sab tumhare liye kiya i mean woh jo 20% sharad ke company se liya tha woh akhir tumhare naam kar diya
mukti: kya ke rahi ho tum
sneha: sach main agar yakeen nahin aata tho ghud jaa kar pooch lo main nahin keh rahi ke tum usse pyaar karo sirf maafi aur kuch nahin
mukti: theek hain woh kaha hain?
prem: main yahan hoon
(END SCENE)
Gud job julu š š š š š š