ok guys lets play the purana game antakshri, i am sure saab ko its game kai rulzz to pata honge aghar nahin then you'll catch the aim of the game later
Ok lets start
duniya mein kitni hain nafratein , phir bi dilo mein hai chahtein
mar bi jaye pyaar wale , mit bi jaayen yaar wale
zinda rehtin hain unki mohabattein,zinda rehtin unki mohabattein
mar bi jaye pyaar wale , mit bi jaayen yaar wale
zinda rehtin hain unki mohabattein
ok next Ummmmm......N