June 14 Video - Indian Episode Sahil to Bani: Maami aap mujhe kissi aur se shaadi karne ko kyuon keh rahi hai jab ki mujhe aap pasand hai Bani: Nahin sahil aise nahin kehte, tumhe to maloom hai na ki mera dil jai walia par hai jabki jai ka dil chudel par hai jo ki kabhi bhi bathroom mein ghoos jaati hai Phir bhi agar mujhe jai ne nahin apnaya to mein jaroor sochoongee kyuonkee tum kitne chikne ho😃 yeh kya mein kab se himalaya jaane ki soch raha hoon lekin koi na koi ladki nazron ke saamne aa hi jati hai aur meri sab pooja bhang kar deti hai pata nahin mere dimaag ko kya ho gaya hai jab bhi mein sochta hoon to hamesha daaru ka hi khayal aata hai pata nahin jai mera dropadi haran kab karega mein kitne dino se saari pehan rahi hoon😉 bani mein sochta hoon ki hum party mein jane ki jagah kahin aur chalte hai, tumhara kya khayal hai .... Bani; Nahin mr. walia mein apna strawberry gown lana bhool gayee phir kabhi Pata nahin yeh baani kahan gayee hai mujhe yahan chod ke Mujhe Ekta ne itne bade earings pehna diye hai, khud ko to mein sambhal nahin sakti inhe kaise sambhaloongee |