Originally posted by: jeenal20
hey bhagwan hani..
tu bhi na....mujhe toh samaj nahi aa raha hai ki hosp walon ne abhi tujhe bahar nikala kyun nahi.......kitni masti karti hai re tu?
yaar mujhe masti ki permission mili hai nani se... abhi meine aisa ulta kuch nahi kia... Infact doc ne bhi kaha hum log ne theek kia