--MALE--
(Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain) - 2
(Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain) - 2
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--CHORUS--
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ga
Sa Pa Ma Pa Ma Pa Ga Ma Ma Pa
Sa Ga Re Ga Sa Re Ni Sa Sa Sa - 2
--MALE--
Yeh Jeevan Dil Jaani, Dariya Ka Hai Paani
Paani To Beh Jaaye, Baaqi Kya Reh Jaaye
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Nagme Hain, Shikwe Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--FEMALE--
Aa Aa Aah, Aa Aa Aah, Aa Aa Aah - 2
--MALE--
Duniya Mein Yun Aana, Duniya Se Yun Jaana
Aao To Le Aana, Jaao To De Jaana
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Baatein Bhool Jaati Hain
Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein Kisi Dil-o-jaanam Ke
Chal Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein
--FEMALE--
Aa Aa Aah, Aa Aa Aah, Aa Aa Aah - 2
me love this soong.....
ru going back into memories mode hani??
u knoe in ur study...with a scotch at night...and an old record playing sad songsssss😆