Shivvy karta tha Pooja Ippy ki...
Ippy Raani khush badi hui,
Boli Shivvy, roz doongi tuje Jhappi...
Par kismat ne kheli aankh mi choli...
Twist ho gayi, bechaare ki kundaali
Milni thi Ippy, par milgayi Gauri...
Upar se Mummy bhi thi, jisko
Jaldi thi , paisaa etne Ippy ki
Aur chadaa di bali , bakri, Gauri ki...
Par kya pata tha, Shivvy japne lagega...
Gauri Gauri Gauri.. Gauriii...
Sunkar Ippy Raani badi krodith hui...
Par shaanth hone ka naataak karti...
Kyonki paana thaa usko apna Shivvy...
Aise ,waise, Jaise bhi..
Intezaar karte, karte , chadi uski bhi bali...
Palak jhapakte ho gayi uski bhi shaadi...
Dil tha uska bekaraar dene Shiv ko Jhappi..
Intezaar mein beete.. bahut saare saal...
When Ippy felt unlucky, and wrote a book
About her darling looove , Shivvy
Todke khud ka ghar , todne Shiv aur Gauri
Ki shaadi, Mumbai chali Ippy...
Sunke Gauri ki jaap , from Shivvy...
Badi krodith hui phir se , Maharaani Ippy...
Sochti thi Shiv usko maanta tha Devi..
Par aise sochne mein uski bhi kya galti..
Ro ro ke kehta jo usse , tha Shivvy,
"Main tumhe poojta hoon Ippy"
Aur flatter hokar maanti khud ko Devi.. yun Ippy..
Par ab tho yahaan seede Devi ki adla badli
Ho gayi, aur Devi bangayi Gauri..
Soch mein pad gayi... "ke bahut hai der hogayyi...
Kya karoon main yahaan abhi..."
Soch Soch ke haal hogayi Ippy ki
Bahut hi buri..
Jab prasann hokar daayan maata
Bure vicchar dekhkar Ippy ke,
Aashirwad diya Ippy ko...
Ke banjaa raani tu bhi ab daayan buri si
Ugne lagi tab ,Ippy ke sar pe seeng choti choti
Aur lagne lagi.. Ippy, sweet looking daayan buri!
😆 😆 😆 😆 😆
-Sareeta