KAA ke ek bhale maanush ne kaha tha ki.."Zindagi ke madhyaantar ko kabhi anth math samajhna...."...
Aur KAA ki kahaani tho bhai shuru hui hai... arre shuruaaat hi abhi hui hai... abhi anth kahaaan............. karmon ka phal bhi tho bhughatna hai!!! đ Shiv ko, Gauri Ko, Ipshita ko... Nikhila ko.....Grrrr !!! and most importantly....us, the viewers...
Yeh hamaare karma ka phal hi tho hai... ki har roz somwaar se lekar shukrvaar , Shiv aur Gauri ke daastaan ko dekh dekh, aasooon bahaate hai, kabhi khushi mein tho kabhi gham mein... aur shani aur ravivaaar ko , intezaar mein...đ
Bhavnaaon ka dariya behne ko hai... aaasoon abhi bhi jhalakne ko hai... abhi antha kahaan.... yeh tho sirf madhyaantar hai....
Par haan doston.... KAA ke madhyaaantar se pehle haaamaare interest ka antha na ho jaaye!! đ
- Sareeta