Hope U like it!!
❤️ AGAR MOHABBAT MERI SACHI HAI ❤️
Agar mohabbat meri sachi hai to ek din zaroor mila degi 😭
Agar zid meri pakki hai to aey Khuda aasman ko bhi hila degi 😉
Na inkaar kar sakta hai koi meri wafa se, mujhe yakin hai😊
Par tum sambhalna ek din meri wafa tujhe bewafai ka sila degi👏
Yeh baat sach hai ke tumne humse pyaar kiya par dusare hi pal bhula diya
Mera pyaar itna aashan na tha na socha tha ke teri mohabbat daga degi😭
Na bhula sakungi woh mohabbat na voh bewafai, jo tu ne ki😡
Saza iss se barh ke kya degi ke umar bhar meri mohabbat tujhe dua degi👏
Agar dum hai meri wafa-e-mahobbat mein to woh ek din, aayega zaroor (angad)😛
Jab meri yaad mein to tarpega par tab tujhe apni mohabbat na degi.👏
❤️~Cutti~❤️