guyz aapko nahi lagta ke kartik ka jo abhi ka role hai wo kafi swet hai,kal jis tarah wo kripa ki bachchi ke saath khel raha tha how sweet........mujhe to wo kafi achcha laga pata nahi usake liye koi ladki kyun nahi late,kya pata kahi use kripa to achchi nahi lagne lage. jis tarahse kal kartik ko dikhya gaya wo kafi sweet laga i think kartik hi hoga jo hamesha kripa ki madat karega aur usaka saath dega. |