hi guys how r u?achcha ek baat poochani thi kyph jab khatam ho jayega tab hum kya karenge? i mean kya hum tab bhi yaha pe aakar topic post karenge?ya phir hum kabhi phir yaha nahi aayenge,kamse kam neha ka birthday to manane aa sakte hai na plz.sorry yaar pata nahi ye kaise ho gaya maine to apna topic post kiya tha par mera topic i mean kisi aur id pe aa gaya.mujhe to kuch samajh nahi aa raha. |