😊
Mere siva na koe tujhko dekhe
aa dil main chuppa k sanam
is zindagi se bhi ziyada tujhko
main chahonga apni kasam...
😊
is dil ki duniya basane main aaya
her saans tujh pe mitane main aaya
be jan dharkan main tu jaan bharde
aa meri bhahon main kuch aisa kerde
lag ja gale se mite beqarai
ab dooor rah ke nikalta hai dumm...
😊
yeh pyar mujhko kahan le k aaya
deewangi ne yeh kiya ker dikhaya
ab neend raaton ko aati nahi hai
teri yaad aaye to jaati nahi hai
itna tarpta hon main kiya bataon
hojaye akser meri aankh numm...
Mere siva na koe tujhko dekhe
aa dil main chuppa k sanam
is zindagi se bhi ziyada tujhko
main chahonga apni kasam...
😊