Angad tum kaha hon yaar? hum tumhara kab se intzaar kar rahe hain yahan per engagment party suru hone wali hain yaar jaldi aajao
are yaar ab main tumhe kaise bataun ke main chhat per to pahonch gaya lakin ab muje niche aane ka raasta malum nahin yaar😕
Kripa Angad chat per phas gaya hain
wow mere liye to bahot hin achha hain kyun ki mera plan to kam yab ho jaye ga
nahin Kripa tum galat soch rahin hon tumhara plan kabhi bhi kamyab nahi ho sakta
hain bhagvan main hamesha jaisa chahti hoon us se ulta hin kyun hota hain😕