We started many topics regarding dialogues of Rajeev as sujal. Let us make a list of those........
I'll give mine later..........
First you all start........
We started many topics regarding dialogues of Rajeev as sujal. Let us make a list of those........
I'll give mine later..........
First you all start........
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 22nd Sept 2025.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Sep 2025 EDT
Let's Discuss Abhir
Saiyaaara spoof
ENTRY INTO RESORT 22.9
Nine Nights of Devotion - Shubh Navratri
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 23, 2025 Episode Discussion Thread
Why is Deepika ALWAYS the victim?
Mardaani 3 Rani Mukherjee 27 Feb 2026
Screening - Mera Desh Pehle - The Untold Story Of Shri Narendra Modi
Anurag Kashyap disliked Chhaava
MOOH KHUL GAYA 23.9
Complaint Against The Ba***ds Of Bollywood
Anupama bags some Star Pariwaar Awards
Katrina and Vicky officially announce her pregnancy!!!
🏏Pakistan vs Sri Lanka, Super Four,15th Match (A2 v B1) Abu Dhabi🏏
"Is sujal ko safai dena nahi aata😊"
"Nahi mujhme itni himmat hai ki kasshish ko le aya saku aur nahi itni sharafat ki use kisi aur ka hota hua dekh saku"😉
big b bohat difficult qs pooch liya
there r many but 1 i remember is
"janta tha janta tha kuch nahi ho ga tumhe mera zinda rehna isi baat ka saboot hai kyunki tumhare beghar meri zindagi bhi mera saath nahi deti khud to zinda paya to ehsas ho gaya tha k kuch nahi ho ga tumhe"
tht was lovely dailogue😳
uff 2 diffult bro well i will try 1 main bhi tumse bahut pyar karta hu kashish😳😳😳 wow the way he said in replay when kashish propose him.2 cute.
2 dard mujhe is ghav se nahi hota ise [kashish tears 😉😳] hota hai inhe kabhi apne aakho se behne matt dena 👏👏👏.uff sweeto i am in love.kash main kashish hote i mean aamna 😉😉😉.the list goes on .
no sweeto than no sujal no kth
I like the ones he'd said to Kashish when he was in jail and Kashish finds out that he's innocent... I don't remember them word to word but they were somewhat similar to this:
'aaj main tumse voh kehna chahta hoon jo aaj tak nahii keh paya, aur jab kaha tab tumne suna nahii... bohot pyaar karta hoon main tumse... bohot pyaar'
The intensity in Rajeev's eyes when he said that... ooohhh! It was so real... had not seen it on TV, I would have thought that he was saying it for real... Aamna too looked great... with love and tears in her eyes... it was lovely... I'll always remember that...
And when Kashish proposes Sujal... instead of saying 'I love you too' he says:
'what? tum mujh se pyaar karti ho? to ye baat kehne main itni dair kyun laga di?'
Then he hugs her... I loved the way he had said that...
Once when kashish and sujal go to the restraunt after their marriage ....kashish asks him
"sujal aaj bataon tum mujhe kitna pyaar karten hoon"
he smiles and asks "yeh kaisa sawal hai "
she says "jawab doo...kya tum mera liye kissi ki jaan le sakte hoon "
he coldly looks towards her and says "haan .....jaan le bhi sakta hoon aur de bhi "
"par tum yeh sawal kyun pooch rahi hoon "
she smiles and says "bas yunhi tumhare pyaar ki gaharayi dekhna chaahti thi "
and he so sweetly replies back ...shakes his head and says "koshish bhi mat karna ....dhoob jaaongi "
man ...is aadmi ne to mera dil hi le liya ....hai maardala .......
sim
and one of his classics when he was jailed and kash came to meet him for the first time ...he smiles when she is yelling at him for being the killer .....
that smile none of us can forget .......and when she finally says ....
"main tumhse pyaar nahin karti ......maine kabhi tumse pyaar nahin kiya"
he smiles back and says "tum aaj bhi mujhse jhoot botein huae nazarein nahin mila sakti ....."
That smile itself spoke in volumes ...that was Sujal ....words were few .....but his eyes spoke his heart out ........
we loved him
sim
i like aal the dialogues of sujal but some r very kul
1. shadi.......karo ge mujh se kashish
2.kashish ke bare main tum mujhe batao ge tum batao ge mujhe kashish ke bare main
kashish ko kashish se bhi ziada agar koi samajhta hai to woh hoon main yeh suja
mere har baat main har yaad main har sapne main har khiyal mian kashish hai
kashish agar ek naam hai to mian us ke pehchaan hoon
woh agar zindagi hai to mian us ki saans hoon
woh chalti hai to mian us ke aahat hoon
hanste hai to us ke muskarahat hoon
roti hai to us ke aanson ka ehsaas hoon main
BAGHWAAN KI BANAI DUNIYA BINA BAGHWAN KE CHAL SAKTI HAI LEKIN SUJAL KI DUNIYA BINA KASHISH KE NAHI
hum dono ek doosre ke saath rehne ke liye bane hai nya nahi
ye main nahi janta magar hum dono sirf ek doosre ke liye bane hain yeh main janta hoon
KEHTE HAIN KE BAGHWAAN HAR JAGA HAI SUJAL KE LIYE KASHISH HAR JAGA HAI
woh mere aankhon ke samne ho na ho mere aankhon main hamesha rahe ge
mere dil ko bhale hi chot puanchale lekin mere dil main hamesha rahe ge
apne dosti mai nkoson door nikal jae lekin mere bandagi main hamesha mere qareeb rahe ge
es liye MR. AKHSHAT SHERGILL hamein ek dosre ko samajhne ke liye kise aur ki zaroorat nahi
AKHSHAT: JAB TUM US SE ITNA PYAAR KARTE HO TO PHIR YEH DOORI KESE
SUJAL : dooriyan barh jane se pyaar kam nahi huwa karta janta hoon woh es same mujh se naraz hai
shahyad mere shakal tak dekhna nahi chahe ge lekin phir bhi us ke aankhon ke samne har pal yehi chehra hoga
us ke sooch main yehi sujal mere ungali us ke pyaar par nahi
mere shikayat us ki sooch hai woh rishton ka maan rakhna nahi jaante jo mujh se jure hain
woh rishte jo mere es duniya main hone ki wajah hain
kashish ke liye jaan tak dene se pehle main doobara nahi soochon ga
lekin mujhe chot pochane se pehle us ne ek baar bhi nahi soocha
ek aachi patni to woh ban gai lekin ek achi bahu ek achi bhabhi....
mere saat leye huwe use saath phere to yaad hain lekin us kathbandan ko woh bhool gai jo mumma ne jora tha
mera pehnaya huwa mangalsutar to use yaad hai lekin mumma ka ashirwad woh bhool gai
main janta hoon keh woh mere bina jee nahi sakte jaanta hoon kiya beet rahe hogi us par
jab main us ke bina nah ijee sakta to woh bhi
lekin jina hoga use.....
ardhangi hain na woh mere to mera dukh bhi use aadha baatna hoga
use es baat ka ehsaas hona buhat zaroori hai ke sirf pyaar kafi nahi hota
zaroori hota hai ke hum ek doosre ke liye kya kar sakte hain kafi yeh nah ike ek doosre ke liye
hum palken bicha den zaroori hota hai ke fasle kam krne ke liye pehla KADAM BARHAE..
wese yeh sab mai ntumhei nkyun keh raha hoon tu mkya jano pyaar ka matlab kiya hota hai
tum aur tumhare bah ine mi lkar mere kashish ko mujh se door... tumhara satH dene ke liye woh mujhe chor gai
par galti tumhare nahi ..galti to mere hai
these r kul i like them very much
3. waqt badal giya halat badal gaye rishton ki bunyaad bhi badal gaye
agar kuch nahi badla to woh ho tum kashish aaj bhi tum jhoot bolte waqt mere aankhon main aankhen daal kar nah idekh sakte
these r the best these dialogues and scenes both r awesome
specially in 2nd one sujal acting is just superb
hey gur fans kiya aap ka gur aise acting kar
sakta hai
never this is impossible 4 him