mein jisay chahta hoon mujhse wo kho jata hai
Bhool paeingay na hum yadein pehli wafa ki
Thora sa pyaar huwa thaa kuch nahi baqi
bewafa ham nahai thay bewafa tum nahi thay
shayad kismat mein apni ghum hi kuch kam nahi thay
is mein meri khata kya koi mujhko samjhaey
pyar karnay ki aesi kyun saza dil ne paai
mein nay aetbaar kia tha milli ruswaee
thora sa pyaar hoa thaa kuch nahi baqi
dard jitna milay ga pyaar utnaa barhega
apni chahat ke aagay ye zamana jhuke ga
pyaar humne kia hai pyaar tumne kia hai
yaar phir imtihaan kyun zamanay nay lia hai
Saat hum dein ge tera wada hai meray saathi
Thora sa pyaar huwa thaa thora hai baqi
Janay kesay hui hai mujhse aesee nadani
Meine bikhradi apni zindagi ki kahani
Paas aakar bhi mujhse duur woh ho gaya hai
Kesay batlaoon kisko mera kya kho gaya hai
Dil say dil mill gaye thay, apna milna hai baqi
Thora sa pyar hoa tha,aab bi hai baqi
ye bata de hamaray pyar mein kia kami hai
meri palkon mein dekho aaj kitni nami hai
dekho sooraj hai dooba
pyar mera hai dooba
reh gai hai tanhaaayee
kesa iqrar tera tha,kuch nahi baqi
koi aahat hoti hai yun lagay tum aaye ho
bhool kar saari baatain saari khushian laaye ho
jab meraa toota bharaam
teri parchahii hoi gum
reh gai hai tanhaiii
yaad so baar kia tha tum nahi aaye
chahato ka sela ye khoob tum nay deya hai
apni duniya bhasali mujhe koo thanaa kia hai