wow good summi,ab to pakka vishvas ho gaya jald hi hame shadi hi khabar milegi hum jodi fans ke liy to sabse special day hoga,isse achi news kya hosakti hai ,in media valo ka moh band ho jayega.vaise bhi sab pata chalta hai rajeev ko dekh kar kitna blush karta hai amna ka naam sun kar,sharma jata hai how cute.jaroor propose kar diya hoga tabhi to aparna aur shweta ne uske sath isa majak kiya.kash vaha camera hota hum vo pura scene dekh pate jab vo innocently kehta hai kya hai pyaas lagi thi,kaise vo aparna ko rokta hai aur shweta uske sath mazak karti hai.
😆😆😆sahi kaha ishti, kya amzing hota na agar hum woh dekh paate kya scene hota, aur mein uske expressions ko bhi analyse karleti😆😆
aur kuch tho hua hai, kuch hogaya hai, kuch tho hua hai, kuch hogaya hai!!!😉