hey i wrote a small romantic scene on sujal-kashish for u ppl.....hope u like it!!
sujal apnay kamray main tayar ho rah hota hai jab phone call ati hai,...woh call attend karta hai jo kleh kashish ki friend ka hota hai...woh kashish key kamray main jata nhai usey call key barray main batanay key liye,...woh kashish key kamray ka darwaza kholta hai aur dekhta hai keh kashish mirror key samney kharrin haia...woh ussey dekh ker aik damm dank reh jata hai...she is looking very beautiful in a red sari and a matching set...she is brushing her hair
Kashish: sujal koi baat karni thi kia*? kashish murr ker sujal ko dekhti hai jo apni hi duniya main khoya hua hai
sujal: huh...haan....nahi...wo
kashish: haan...nahi woh...kia ho kia gay hai tumhain?'
sujal: nahi,...woh aj tum....sari??
kashish: haan....aj main ney socha keh sarri pehan loon...mumma ney gift diya hai...kyunachi nahi lag rahi??
sujal: nahi aissi baat nahi hai...(woh kashish ki taraf chalta hai) aissa kaisey ho sakta hai kh tum achi na lago...lekinn aj sari? matlab pehley kabhi tum ney'
Kashish: haan baba main ney pehlay kabhi nahi pehni lekin aj pehan li tokya hua??
sujal: nahi...aj tum bhut bhut bhut khubsurat lag rahi ho...main samajh nahi pa raha hoon keh yeh khubsurat delicate larki jo merey samnay kharri hai kya yeh meri wohi chanchal natkhat si kashish hai ya phir koi aur??
kashish shmati ahi aur kehti hai...: kya sujal tum bhi....
woh agay chali hai aur phir aik damm ruk jati hai kunki sujal peechey sey usss ki sarri ka pallu pakar leta hai
kashish: sujal...mera dupatta choro...ekho...plz chor do na
ujal: nahi dupatta to main nahi choroon ga jab taakk tum merey sawal ka jawab nahi deti
kashish: kya jawab doon main...huh? yeh key yeh larki tummhari wohi kashish hai jiss ney hamesha hamesha sirf tum sey mohabbat ki hai ya phir yeh kahoon keh yeh waoh larki hai jiss ki dil ki dhadkanney sirf sujal ki sanson sey chalti hain? jo bhio kahoon...lekin baat to aik hi hai na
sujal: haannn....baat to aik hi hai...baat aik hi hai keh sujal-kashish ka naam hamesha aik doosrey key saath liya jata hai (woh kashish ka dupata chorta hai aur uss key samnay akharra hota hai)..jab bhi koi humari baat karta hai to humara naam alag nahi balkay aik sans main kehtay hain....SUJAL_KASHISH!!
kashish smiles an dtehn comes forward...straightens sujal's tie and coat..then ruffles his hair with her hand...phir woh apna sir uss key kandhay per rakhti hai ...sujal uss key forehead per ussey kiss karta hai and tehn they hug...end of scen!!