sujal apna time bhool gaya kashish ne piyush se shadi ki thi to sujal hamesha kashish ka picha karta tha uski life me gosa rehta tha,isliye ki kashish sirf aur sirf uski ho jay aur aaj jab kashish aisa kar rahi hai to gussa aa raha hai.apna time yaad kare to realise hoga use.vo kare to thik dosra kare to galat jisse itna pyar kiya 24 gante kashish kashish,aaj ussi ko bol raha hai how dare he.ha kashish bhi galat hai usne jo Mr.alluwalia se shadi kar ke bahut badi galti ki,us waqt sujal bhi ready tha shadi ke liy sab se badi to thi rishi khush tha (shocking)sab sahi ho jata kashish aur sujal ki life me magar kya kar sakte hai.
hum kyo hamari kashish ko bol rahe ye sab to ekta ka kiya hoa hai jo bolna hai use bolo.