Sujal and kashish reach the house. Kashish says "Yeh raha aapke ghar". Sujal is actually shocked to see Kahsish as a sales executive so he says "Tumhe yeh saab karne ke kya zarurath pad gaye?". Kashish says "Tumhe ghar lene ke kya zaroorat pad gaye?". Sujal says Jis ghar mein main rahetha hoon kashish woh do doston ke pyar se bana tha, aur aaj do doston ke pyar ke waje se he thoot gaya" Yes Sujal u r absolutely right). "Sab kuch badal gaya. Zindagi waise nahi rahe, dosti wasie nahi rahe, business waisa nahi raha.Pyaar waisa nahi raha. Aur ab ghar? He sighs. Woh bhi ab apna nahi raha. Chod rahan
hoon main use. Haan kashish jo dost kabhi ek dusare ke dil mein raha karthe the aaj ek dusare ke samne nahi rah sakte".
Sujal and Kashish enters the house. Kashish shows him around the house. He is just looking at her with tars in his eyes...He remebrs the day when they were both together and when thyendecide how they will build teir house..WOW it was a romanctic epsiode....the scene was too good. her. Kashish shows him the living and dinning room, Stairs and terrace.
Sujal remerbs the moment which tyey shared together....Kashish screaming Sujal..sujal..sujal kitne khooubsurat jagah hai na yeh". Sujal says "Agar tum kaho tho sare zindagi yahen rahe jayen". Kashis says "Yun hi? Bina koi ghar ke, kule aasman ke niche?". SUjla says "Yahan ghar banaenge tho aasman juk jaye ga. Yeh mitti ke kusboo ko jayega. Aur yeh hawa (he comes near her,blows at her face. she smiles) zulfo ko tumhare kubsurath chehre pe kaisa bekerenge". Kashish says"Nahi sujal. Hum aise ghar banayenge ,jahan duniya keliye tho dewarein honge par kudrath ke liye nahin". "Humare bed room ke kidki se suraj apne
din ke shuru wad karega. Kidkiyaan itne unchi honge jahan se aasmanjuka hua dekhaye dega. Humara aangan rang bhi rangi phoolon se saja hoga. Aur hawa bina koi dastak kiye andhar ajayege. Aisa hoga humara ghar". They both look into each other eyes...
Here Sujal comes out from his flashback and turns to call kashish but he stops...he ahs tears in his eyes...really my heart wen tout to Sujal....Kashish asks "kya apko kuch aur jana hai" Sujalsays" kya es ghar ke bedroom se suraj ugtha hua nazar atha hai?".Kashish recollects the moment when they were togethe rand when he had said these things......Kashish says "Yahan aisa kuch nahi hai". Sujalsays "Mujhe kidkiyan itne unche chaheye jahan se asman juktha hua nazar aye." Kashish says: "Sorry sir".Sujal says" anghan aisa ho"Kashish interrupts him and says "lagtha hai apko yeh ghar pasand nahi aya". Sujalsays "exactly.main jiske pasand ko dyan mein rakar ye ghar lena chahtha hoon , yeh ghar bilkul bhi waisa nahi hai". Kashish says" Aap jis tarah ka ghar chahte hain, waisa ghar milna muskil hai". Sujal says" Mushkil hai, namumkin tho nahi". (yues u r right Sujal). Kashish goes
Kashish goes to mee tht eperson who is gonna auction her house if they dont pay Rs.5,00,000. She gives him a cheque of Rs. 2 lakhs...But that perosn flatly refusse..he says he will not compromise in any matter. He says that if u dont pay Rs.5,00,000 tyill tom afternoon then i will auciton ur hosue...Kashish pleads but to no avail...the perosn goes away...kashish is helpless