Ch.7
At same time jalal enter in jodha's chembrer n ruqaiyya look him n in her as usual attitude she said
Ruqaiyya - dekha jalal kis tarah ek maamuli si begum humari begum-e-khas ki toheen karke hume apne hozare se bahar kar rahi hai aur yeh sab aapki vajah se ho raha hai hum isiliye aapse humesha kehte hai ki kisi bhi begum ke saat do raato se jyada mat gujara karo nahi toh woh apni aukaat bhul jaati hai aur isske saat toh aapne woh raat gujaari jo humari thi tabhi isski itni himmat ho rahi hai jalal who stand silently there but his blood boiling in anger n he looked jodha who looking ruqaiyya with disgusting look n now he looked ruqaiyya n with cold eyes n in calm tone he said..
JALAL - kya kaha tumne ruqaiyya maamuli begum accha toh jodha begum maamuli begum aur tum begum-e-khas ho n he close his eyes for a second to control his anger n again looked ruqaiyya n said kyu sahi kaha na humne n stupid ruqaiyya smile widely thinks jalal taking her side n said..
RUQAIYYA - haan jalal bilkul sahi kaha aur yeh koi puchne wali baat hai n she trying to hold his hand but jalal moved his hand n with his cunning smrik he said...
JALAL - haan sahi kaha tumne par kya tum hume bata sakti ho ki tum begum-e-khas kyu ho n he looked jodha n said aap bhi suniyega jodha begum ki ruqaiyya begum begum-e-khas kyu hai n after listen this ruqaiyya's eyes twinkle in happiness n in full attitude n with her irritating smirk on her face she said..
RUQAIYYA - hum begum-e-khas hai kyuki hum shenshah ki sabse chaheti begum hai aur iss haram ki maalkin hai aur yanha sirf humara hukum chalta hai isiliye hum sabse khass hai n she looked jodha with proud n after that she looked jalal n smile n now jalal comes near her n touch her cheek n with smile he said...
JALAL - hmmm ruqaiyya aap se hum kuch aur puchna chahte hai umeed hai aap sahi sahi jawaab dengi n ruqaiyya smile n said..
RUQAIYYA - puchiye jalal...n jalal comes to jodha n looked into in her eyes with lots of love in his eyes n he take her inton side hug n looked ruqaiyya who looking them confusingly n he said...
JALAL - ruqaiyya jaise tumne kaha abhi ke tum begum-e-khas ho kyunki tum humare iss haram ki maalkin ho aur yanha sirf thumara hukum chalta hai,hai na n ruqaiyya node her head in yes n jalal with smile looked jodha n jodha give him confuse look n with his eyes he tell her wait sometime n she understands everything n he again looked Ruqaiyya n said..
JALAL - toh ruqaiyya jodha begum jo humare dil ki maalkin hai jinki humare dil dimaag pe hukumat chalti hai aur jinki koi bhi baat hum taal nahi sakte hai n in angry tone toh tum hume yeh batao yeh maamuli kaise ho sakti hai bolo ruqaiyya jab sif humare haram ki maalkin hone se jo humne tumhe banaya hai tum khass ho sakti ho toh yeh maamuli kaise ho sakti hai yeh toh humari zindagi ki maalkin hai...n after listening this ruqaiyya's face became white in shock n she cnt believe her ears wht she listen just now when jalal's voice break her thoughts...
JALAL - tumne jawaab nahi diya ruqaiyya humare sawaal ka n ruqaiyya in shock looked jalal n said..
RUQAIYYA - yeh kaisa mazaak kar rahe ho jalal kal raat humne aapko intezaar karwaya isiliye hume chida rahe ho na n she again looked jalal with hope but she only find no emotion for her in his eyes n jalal just smile at her n said...
JALAL - hum mazaak nahi kar rahe ruqaiyya aur hum kyu kal raat ko thumara ya kisi aur ka intezaar karenge n with love he looked jodha n said..
JALAL - jab do mahino ke lambe intezaar ke baad kal humari mohabbat humara dil humari jaan humari jodha humare pass humare saath thi n he cupped jodha's face n kiss on her forehead...n after watching this ruqaiyya loose her temper n with red eyes she looked them n in angry tone said..
RUQAIYYA - nahi yeh nahi ho sakta tum kisi se mohabbat nahi kar sakte aur karte ho toh tumhari mohabbat pe sirf humara haq hai,tumhare pass dil hi nahi he aur agar hai toh tumhare dil pe bhi sirf humara haq hai tumhari har cheez pe sirf humara haq hai tum kisi aur ko apni mohabaat aur apna dil nahi de sakte jalal she looked jodha n said.
Ruqaiyya - tumhari himmat kaise huyi humse humara haq cheeney ki jalal ki har cheez pe sirf humara haq tha humara haq hai aur humesha humara haq rahega tum humse humara haq nahi cheen sakti samajhi tum n she's about to slap jodha but jalal comes in between n as quick as speed of light a tight slap lays on ruqaiyya cheek n she fell on the ground n jodha trying to stop him n said..
JODHA - yeh aap kya kar rahe he shenshah aap ruqaiyya begum pe haat kaise utha sakte hai jalal looked jodha n in anger he said..
JALAL - aaj nahi jodha aaj nahi aaj hume rokne ya kuch samjhane ki koshish mat kijiyega n he control his anger n in calm n requesting tone he said..
JALAL - aapko humari kasam hai jaan aaj humare dil ka gubaar nikal jaane dijiye n jodha understands his feeling n emotion n she quitely accept his request n now he kneel down till ruqaiyya's level who half laying on floor holding her cheek with her hand n looked in her eyes n shouts like loin roar...
JALAL - ruqaiyya tumhari himmat bhi kaise huyi jodha begum pe haat uthane ki aage se kabhi unnhe haat lagane ki sochna bhi mat nahi toh ussi pal tumhe kaat daalenge aur kiss mohabbat aur dil ki baat kar rahi ho jo humare pass kabhi tha hi nahi jodha begum ne hume mohabbat karna shikhaya hai aur humare seene me yeh dil diya hai toh kaan kholke sunno na unnhone kisi se kuch cheena hai na kisi ne unnhe kuch diya hai humara dil unka hi jo unnhone hume diya hai aur jo cheez unki hai uss par sirf jodha begum ka haq hai samajhi tum n ruqaiyya eyes widen in shock after listen this n she start crying n in pleading tone she said..
RUQAIYYA - nahi jalal aisa nahi ho sakta aap humare saath aisa nahi kar sakte hum aapki bachpan ki dost hai, hum aapki sabse pehli biwi hai humne har sukh dukh mai aapka saath diya hum aspse bhut mohabbat karte hai aur aapki mohabbat par sirf humara huq hai n she trying to hug him but he pushed her n she again fell on ground n jalal with killing looks n in full angry tone said..
JALAL - bachpan ki dost dukh sukh ki sathi tabhi tumne hume itna bada dhokha diya tum acchi tarah se jaanti thi ki hume apni aulaad ki kitni chaah thi phir bhi tumne maa banney ka natak kiya aur itna hi nahi tum sirf muz ke auhade ke liye kisi aur ke bacche ko humara vaaris bana na chahti thi aur hume humari mohabbat jodha begum se humesha ke liye dur karna chahti thi tum sirf apne aapse aur apne auhade se mohabbat karti ho ruqaiyya n she looked him with surprise n jalal chuckled n said..
JALAL - hairaan kyu ho rahi ho ruqaiyya tumhe kya laga tumne hume bewkoof bana diya aur hum tumhari asliyat kabhi nahi jaan payenge tum kya samjhati thi tum jo chahe kar lo tumhara koi kuch nahi bigaad sakta kyu yahi socha tha na n he looked ruqaiyya who looking at him with fear in her eyes n he again said...
JALAL - tumhe kya laga humne tumhe muaf kar diya nahi ruqaiyya hum toh tumhe sabse dur kabul bhejna chahte the par jodha begum ki kasam ne hume rok diya tha shukar manao jodha begum ka ki unki kasam ki vajah se aur abbu jaan se kiye vaade ki vajah se tum bach gayi nahi toh tumhari asliyat jaanney ke baad hum tumhe jinda aag me jalwa dete n ruqaiyya almost scream in fear n jalal look her n said daro mat hum aisa kuch nahi karenge kyunki humari jodha begum ki kasam humare liye sab kuch he aur woh nahi chahti hum apne abba huzur ko diya huya vaada tode ya sabke saamne tumhari kali kartoot ka khulasa kare toh daro mat ruqaiyya hum tumhe koi saza nahi denge tumse na tumhara audha cheenege na tumhe kanhi aur bhejenge tum yanhi iss haram me begum-e-khas bankar rahogi par hum aaj se tumse humari dost hone ka aur humari biwi hone ka haq vaapis lete hai aaj se hum apne abba huzur ko diya huya vaada nibhate huye tumhara khayal rakhenge tumhe iss haram me kisi cheez ki kami nahi hone denge tumhari har jarurat puri ki jaayegi par humse iss se jyada ki umeed mat rakhna n he looked her n find only anger in her eyes n she giving jodha killing glares n now jalal hold her hand stand her up from floor n with serious killer look in his eyes he hold her shoulders n said...
remaining part in next post
Edited by jiya.k - 9 years ago
94