Chapter 1
Jodha" nahin, nahin, nahin... Ham ye vivah kabhi nahi karenge... Unki himmat kaise hui... Jo chahe jab chahe karte hai... Samajhte kya hai wo apne aap ko... Hindustan ke shehenshah hai iska matlab ye to nahi ki jab chahe ham par apna hak jata baithe... Kanha kya yahin hamara dand hai unse prem karne ke liye.. Kyun aap aisa kar rahe hain...kyun..."
( no no no... I won't marry him... Why is this happening with me?.. Is this the punishment of falling in love with him? Why are you doing this kanha.. Why)
Jodha turns into sobs...
Suddenly she feels someone's hand on her shoulder... She wipes her tears and looks back
Jodha" dadisa... Aap yahan??"
Dadisa" jodha, ham tumhari dadisa hain... Tumhari aankhon ko ache se padh sakte hain... Tumhe kya laga ki ham samajh nahi pae ki tum is vivah se khush nahi..."
Jodha" kya kahe ham dadisa... Agar is vivah se muh mod liya to amer pe sankat aa jaegi...aur haan ki to hamari khushiyaan chin jaaengi... Ek or amer hai to dusri or ham... Kiski raksha karte?... Balusa ne hame hamesha shiksha di hai ki ham sabke ke liye sabse pratham hamari matrubhumi hai...aap hin bataiye ki ham kya karein"
Dadisa" jodha... Tumhare bapusa jo kehte hain bilkul sahi hai... Parantu apni khushi bhi bahut mahatva rakhti hai... In dono mein se tu koi bhi le... Unka ek accha bhaag hoga aur ek bura bhaag... Dekh.. Agar tune yeh vivah kiya to teri khushiyaan shaayad hin nasht ho jaaye parantu aamer hamesha tika rahega... Aur agar tune is vivah se inkaar kiya to teri khushiyan tiki rahengi parantu shaayad aamer nasht ho jaayega... Kal tujhe apna nirnay lena hai... Aaj raat ko ache se soch... Kal subah surya ki kiran nayi aasha lekar aayegi... Kal tujhe apna nirnay sunana hai...ache se sochna mhaari lado... Ab main chalti hun... Shubh ratri..
Jodha" shubh ratri dadisa"
( jodha" dadisa you??"
Dadisa" i am your dadisa jodha...i can read your eyes... I know you are not happy with all the incidents happening..
Jodha" what can i do dadisa?? On one side is my motherland and on the other side my happiness... Bapusa always used to say that our motherland holds the most importance for us... What shall i do?
Dadisa" your bapusa is totally correct... Whatever you choose.. It has an advantage and a disadvantage... If you marry him you will lose your happiness but will save amer... And if you don't marry him you will have your happiness but lose amer... Now it's upon you... You have to tell your decision tomorrow... Think about it... Goodnight
Jodha" goodnight dadisa")
That night jodha thought a lot and finally went to sleep
Next morning
Jodha came to the court... Everyone were waiting for her... Jalal was also present there... Jodha had her veil covering her face... She said" ham is vivah ke liye prastut hain...
( i am ready for this marraige)
Everyone smiled but just then
" parantu hamare do shart hain aur is vishay ke baare mein ham shehensha se baat karna chahte hain..."
Bharmal" jodha ye tum..."
Jalal" koi baat nahi raja saahab... Hame koi aitraaz nahi"
Jodha( in her mind)" ye chod bhi kaise sakte hain hamse milne ka avsar"
( but i have some conditions... And on this topic i would like to speak to shehenshah
Bharmal" but... "
Jalal" it's fine rajasaahab"
Jodha( in her mind" how could he leave a chance to meet me??)
They both go inside a tent...
" ab kaisi sharte hain aapki jodha begum"...emphasizing on the word jodha begum
" umar mein bade ho gaye parantu harkate nahi sudhri na aapki... Hamara abhi tak vivah nahi hua hai jo aap yunhi hamein apni begum bula rahe hain..aur vaise bhi hame nahi lagta ki aapko hamari shartein manzoor hongi..."
Jalal"ab kya takleef hai aapko hamara aapko begum kehkar pukarna... Pehle to jab ham aapko is naam se pukarte the aap to sharma jaati thi... "
Jodha giving her ghrina look"Pehle ki baatein alag thi parantu... Khair chodiye... Hamari shartein yeh hai ki
1) ham vivah ke baad bhi apna dharm parivartan nahi karenge
2) hamare kaksh mein hamare kanha ki aradhna ke liye ek chota sa mandir banvaya jaaega...
Kya aapko ye shartein manzoor hai?
Jalal" aapki shartein bahut badi hain magar itni bhi badi nahi ki shehenshah ki iraadon ko palat sakein.."
Jalal" so tell me jodha begum... What are your conditions??
Jodha" you have grown up but didn't make changes in you behaviour... And stop calling me that... I am still not married to you... And i don't think that you would accept my conditions..
Jalal" why do you have a problem now? Earlier you used to blush when i called you by this name
Jodha" earlier i used to... Leave it... My conditions are
1) i will not change my religion after marraige
2) you will get build a temple for my kanha in my room..
Jalal" your conditions are too big but not that much that it can change my intentions...)
Jodha was shocked beyond words...
Outside the tent:-
Bharmal" he ishwar...sab thik ho... Kitni der ho gayi koi bhi baahar nahi aaya hai... Pata nahi kya aavashyakta thi jodha ko ye sab karne ki..."
(Oh God so much time has gone, no one has come out... What was the need of jodha to put up all this??)
Just then Jalal comes out...
He says" unki shartein hamein qubool hai aur ham chahte hain ki hamara nikah jald se jald ho jaaye... Isliye hamara nikah kal hoga... Aur aap bilkul bhi phikr mat kijiye raja saahab...hamne panditji se baat karli hai... Unhone kaha hai ki yaa to hamara nikah kal ho ya fir 2 mahine baad...aur intazaamat ham karlenge.. Hamein nahi lagta hai ki aapko is sab mein koi pareshaani hogi..."
Bharmal " jaisa aap thik samjhe.."
( jalal" i agree to her conditions and i want to marry tomorrow as the priest said that either tomorrow or after two months... The arrangements will be done... I hope you won't have any problem rajasaahab"
Bharmal" as you wish shehenshah"
Jodha goes to her room and throws everything... Sukanya comes there...
Sukanya" jiji... Aap bilkul chinta mat kijiye... Sab thik ho jaaega"
Jodha" sab kharab ho gaya sukanya... Sab kharab... "
Sukanya gives her a little comfort and jodha dozes off to sleep...
( sukanya" don't worry jiji... Everything will be fine..
Jodha" everything is finished sukanya... Everything...)
Precap:- jodha and jalal's marraige
Plzz do hit like and comment
Pheww... Update done...
Edited by Prachi0409 - 10 years ago
91