Marke bhi dil se ye pyar na hoga kam
Teri yaad jo aati hain, mere aansu
behten hain
Apna toh milan hoga, pal pal yeh
kehte hain
Kya yeh jindagani hai, bas teri kahani
hai
Bas teri kahani hai, yeh jo jindagani hai
Chaaha hai tujhko chahunga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam
Teri woh baate, woh chahat ki rasme
Jhuthe the waade, kya jhuthi thi
kassme
Jaane tamanna kya yeh sach, hai bas
itna keh de
Tut jaaye na lamhe aitbar ke, de koi
sila mere intejar ka
Chaaha hai tujhko chahunga har dam
Mar ke bhi dil se ya pyaar na hoga kam


Scroll down for more...
158