the great personality Akbar about whom when caucasians speak in documentaries a great sense of proud expression comes on their face and they call him the gem the miracle of mughal dynasty in india..when they write they have nothing but praise and appreciation of his work..and when our film makers make films like mugha-e-azam amd jodha akbar they keep akbar on a higher pedestal that cannot be touched never mind beaten!
...and in this serial not only ekta's writers degraded him to nothing but also humiliated him to the extent that this character to me looks like a beaten puppy and nothing else..and here i bury my akbar in the serial and give rise to BMC..pl do not address this character as akbar warna real akbar ke naam ki tauheen hogi...
wo jiski saltanat ka suraj kabhi na doobta tha
aaj khara hai benakaab teri hazoori mein bina chatt ke
wo jiske naam se dushmann kaamp uthte the
aaj wo ek adna si begum ke aage kaamp ke jhuk raha hai
wo jiska naam hi kaafi tha sajde mein sar jhuka dena ke liye
aaj wo khara hai apne ujre wajood ke aks samet ta hua
kya issi ko natkiye rupantar kehte hain jo kissi ki shakl aur wajood ko hila ke rakh de? ye sawaal mere lab pe tab bhi tha ab bhi hai...