Loved HB saying- jalal jaise sher ko paida kiya Hume uske bina baag nahi sakte 👏
Jalal ke bina harem harem nahi hain usko doondiye yeh mariam makkani ka hukm hain 👏
Loved Jo saying- humare hriday ne dhadakna bandh nahi kiya... Humare sharir mein pran Abhi shesh hain 👏
Shehenshah ko kuch hua to yeh aasman royega 😭 ithihas ko badalnewala swayam ithihas banjatha tho yeh pragathi thandav karegi 👏
Precap - Mali also came then wen wil war happens he wil attack harem tomorrow aftr sayin abt jalal n giving his belongings...