well this one is a poem that i composed for armaan suri in response to a poem written by a whacko(!) about Purab...it is posted here just for fun, so please armaan fans mujhe peetna mat! 😆
Spike.
Here it goes:
Naam hai mera Armaan Suri
Karta hoon khubsoorat ladkiyo ki kami poori
Kaam to hai, par na kaam jaisa
Bare companies ki ceo ke saath flirt karta hu waise
Socho insaan hu main kaisa?
Ego ki hawa na urne doo khudse.
Ay mere hamsafar bare company ke ceos...
Kyun baar baar mera plan fail karate ho?
Ab to main CEO bhi nahin...
Par jaunga na main to kahiin
Jassi ko pyaar ka lollipop diya,
Mallika ko shaadi ka cake...
Rabba kabhie na inko bataana..
Meri gifts mostly hai fake!
Future mera Gulmohur hai
Har hal me ise bachaana hai..
Iske liye kisi aur ki dosti toote
Mera kya problem hai!
Jassi ke saamne jhoota natak dikhaoon
'Mallika se shaadi na karoonga!'
Aur fiance' samne aaye to
Kuch aur hi dhun gaaoonga!
Yehi hai mera politics,
Meri andaaz jeene ki,
Sab ko do kuch man jeetne ke liye
Phir kheloon mai apna baazi.
(PS this was written when armaan suri was a rotten, selfish, b*****)
So how was it?