Armaan stares in horror at the doctor. "Amnesia???"
The doc nods gravely. "Main unke brain scans karvaane ja raha hun….waise mujhe nahin lagta ki unki ye condition zyada din rahegi….so far as I can see, there is no internal injury. By the way…aap….kaun….?"
Armaan: Main uska husband hun!
The doctor looks in a puzzled manner at Ashmit, who immediately bursts out, "What?? Husband? Yeh kya bakwas kar rahe ho? Jassi ki shaadi kab hui?"😲
Armaan swings round at him. "Tumse toh main baad mein deal karunga, Ashmit Singhania….bahut pareshaan kiya na tumne meri Jassi ko…ek baar uski yaadaasht waapas aane do, mujhe saari details ussi se pata chal jayengi….filhaal tum usse door raho!"
Ashmit: Doctor, ye aadmi ya toh paagal hai ya bahut bada fraud….Jassi meri puraani doat hai, main usse bahut saalon se jaanta hun….uski shaadi hui hi nahin…yea aadmi kaise khud ko uska pati bata raha hai?😡😡😡
Armaan lunges at him and grabs his shirt. The doc calls out to his attendants to separate them. Looking at them sternly, he says, "Dekhiye, iss waqt mujhe patient ki health ko dekhna hai….kaun uska kya lagta hai, ye baad ki baat hai….aap Jasmeet se milna chahte hai, miliye….lekin unhe bilkul bhi disturb nahin karenge aap…..samjhe?"
Armaan: Lekin doctor….main Armaan Suri hun…Gulmhour ka Chairman….aur Jasmeet Suri meri wife hai…ye baat toh baut log jaante hai…..
But this small town doesn't seem to know much about Gulmohur and its owners, least of all the busy doctor of a large hospital. Armaan has no choice but to grit his teeth and pray that Jassi will recover soon. He tries his best to ignore Ashmit's sneering triumph.
While Jassi is wheeled in for more tests, Armaan rushes to the hotel where Jassi was staying. Taking the keys from the desk clerk, he rushes to her room and searches through her luggage for any ID card or other proof of her identity, by which he can convince the hospital. Unfortunately, her ID card and phone, along with other documents, had been left behind in Ashmit's house after the fateful meeting. He can't find anything to help him. In despair, he sinks down on the bed, wiping away a tear that has crept into his eye. "Oh Jassi…. mere paas hote hue bhi tum mujhse kitni door ja chuki ho… main tumhe kaise waapas laun…."😭
The phone rings. It is Meghna, anxious to know if everything is ok. Choking, he tells her what has happened. She sighs despairingly. "No wonder mujhe aaj subah se bad vibes feel ho rahe the….but you don't worry Armaan….Jassi ki identity prove karna itni mushkil baat nahin hai….main abhi uske ID documents aur family photographs email kar deti hun…unhe dikha kar tum saabit kar sakte ho ki wo kaun hai."
Armaan: Thank you so much Meghna…..iss waqt, main isse zyada nahin keh sakta…but please, ghar mein kisi ko mat batana….khaas kar ke, Jassi ke ghar mein….Bebe ko iss umar mein aisa shock nahin milna chahiye. Aur Nandu aur Raj ko bhi nahin, unke shaadi ki taiyaarian chal rahi hai. Filhaal ye baat hum dono ke beech hi rahe, toh achcha hai….
Meghna: Of course Armaan….you can count on me.
Just as she cuts the call, she realizes that Angel is in the room, looking reproachfully at her. She has heard most of the conversation and demands to know the full story. Meghna has no choice but to tell her.
Angel: Omigosh….toh phir….
Meghna: Listen Angel….you have to help me….Jassi ki identity se related documents, aur kuch family photographs collect karo…ye hum Armaan ko Kangra bhejenge….and one more thing…. (taking her hand) hume bachchon ka khyaal rakhna hoga…apne Mamma-Pappa ki absence mein, unhe zara sa bhi lonely nahin feel hona chahiye!😊
Angel: You don't need to tell me that! Jab tak unke Angel bua aur Meghna bua hai, unhe koi problem nahin hogi!👏