Originally posted by: sweetsorrow18
hey, i was hopping around the forums, and decided i wanted to start a JASSI Antakshari...HOPEFULLY this will work...well this is how you play....basically its a conversation between two characters from the show, and one person says one line (name the movie) and then the character responds with the last letter of the previous song....ill start
Armaan: saaso ko saaso mein dul ne do zaara, dhimi si dhakan ko badne do zaara, lamho ki guzarish hai yeh, paas aajaye... HUM TUM....TUM... HUM TUM.... (Movie: Hum Tum)
Jassi: Meri zindigi mein aaye ho, aur aise aye ho tum, jo kul gaya hai saaso mein, woh geet laye ho tum.... (Movie: Armaan 😆)
the next person has to start with M.... have funnnn
thats cool!
Armaan: Nasha yeh pyarr ka nasha hai yeh meri baat yaaro maano, nahse main yaar doob jaho rahonaa hoosh main deewana, ke jabsa main tumko dil yeh diya, metha metha sa dard leliya.... Movie Maan
Jassi: Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Na Na Karte Pyaar Oy Mai Kar Gaya, Kar Gaya, Kar Gaya
O Tune Kiya Aitbaar, Haay Mai Mar Gaya, Mar Gaya, Mar Gaya
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
I am in love, I am in love, I am in love
I am in love, I am in love, I am in love
Mehki Hawayen, Yeh Behki Fizayen, Yeh Pagal Sama Kuch Kahe
Hum Hai Akele, Aa Baahon Mein Le Le, Ke Jaage Hai Armaan Naye
Tu Seene Se Lag Jaa Mere, Mai Tujhko Chupa Lu Kahin
Yeh Dhadkan Meri Keh Rahi, Ke Ab Door Jaana Nahin
Sunke Teri Yeh Baat, Ankeh Meri Bhar Gayi, Bhar Gayi, Bhar Gayi
Sunke Teri Yeh Baat, Ankeh Meri Bhar Gayi, Bhar Gayi, Bhar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Movie: Dhadkan