Teeya thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#1
" 😕 Maa no ke nate main itna janti hoon kah shakti hoon ki Armaan ko apna gilt khaye ja raha hain ki usne Jassi ke saath badi nainsaafi ki thi aur woh usse maafi mangna chahta hain.Bete main Armaan ki maa hoon ,(Ab yaad aaya ki woh Armman ki maa hain?)aur main janti hoon ki mera beta hardin hazaaron maut mar raha hain.woh zinda hain par woh ji nahin raha hain.Aur woh sirf Jassi se maafi mangna chahta hain.(Humein lagta hain ki tumhe bhi maafi mangni chahiye.Kyunki jo kuch bhi hua wahan kahin na kahin tumhari bhi galti thi.)Agar Jassi ek baar use maaf kar degi to woh Jassi ke piche bhagna chhod dega.Aur Jassi ki bhi to saadi ho chuki hain.Armaan ko agar Jassi se maafi mangne se saanti milti hain to use mat roko use jaane do uske paas.Hamein lagta hain kahin na kahin Armaan ke munn mein Shaque ka seed dalne wali Illa hi thi kyun ki jab woh Purab se milne gayi thi to woh baar baar Armaan ko yaad dilati thi Purab jassi ka ex boyfriend hain. 😕Kabhi humain lagta hain ki Jassi ne sirf ek raat CJ ke saath nikali to Armaan ka kya haal hua woh hum jantein hain .Aur jab Armaan ko yeh maloom hoga ki Jassi bina saadi ke Raghav ke saath rah kar uske Father ke liye yah sabkuch kar rahi thi to woh kya karega ?aur illa kya jassi ko apne bete ki khusi ke liye wapas swikar karegi? Aur Armaan ?

Created

Last reply

Replies

1

Views

427

Users

2

Frequent Posters

Sharila thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
#2
Teeya you have some really good points dear.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".